50+ Best Romantic English Shayari for Couples 2026

English-Shayari

English shayari is a beautiful way to share feelings in simple words that touch the heart. It helps people express love, pain, hope, and dreams in a style that feels soft and meaningful. Many readers enjoy english shayari because it is easy to understand and still very deep. It connects emotions with words in a way that stays in the mind for a long time.

 At the same time, life shayari in english gives voice to real-life experiences, teaching us about happiness, struggles, and growth. Whether you are happy or sad, these lines can match your mood and make you feel understood. Shayari in English brings poetry closer to everyone, even those who are new to reading or writing poetry.

English Shayari

English-Shayari-Attitude
English Shayari Attitude

Mein Uska Kabhi Tha He Nahi
Phir Be Har Dua Mein Usi Ko Manga
Usne Kabhi Palat Kar Nahi Dakha
Or Mein Usi Ka Intezar Karta Raha.

मैं उसका कभी था ही नहीं
फिर भी हर दुआ में उसी को माँगा
उसने कभी पलट कर नहीं देखा
और मैं उसी का इंतज़ार करता रहा।

English-Shayari-on-Life
English Shayari on Life

Aaj Hum Hein Kal Humari Yadeein Hungi
Jab Hum Nahi Hungy Tab Humari Batein Hungi.

आज हम हैं कल हमारी यादें होंगी
जब हम नहीं होंगे तब हमारी बातें होंगी।

2-Line-Love-Shayari-in-English
2 Line Love Shayari in English

Sabse Qeemati Tofa Wo Roh Hai
Jo Tumare Sath Rehne K Siwa Kuch Nahi Mangti.

सबसे क़ीमती तोहफ़ा वो रूह है
जो तुम्हारे साथ रहने के सिवा कुछ नहीं मांगती।

English-Shayari-Copy
English Shayari Copy

Dooriyan Barh Gai Hein Raston Mein
Par Dil Aaj Be Wohi Ruk Jata Hai Baaton Mein
Kabhi Yaad Aye To Palat Kar Dakhna
Hum Aaj Be Khare Hein Tumari Yaadon Mein.

दूरियाँ बढ़ गई हैं रास्तों में
पर दिल आज भी वही रुक जाता है बातों में
कभी याद आए तो पलट कर देखना
हम आज भी खड़े हैं तुम्हारी यादों में।

English-Shayari-Love
English Shayari Love

Humein Shoq Hai Tujhse Guftago Ka
Warna Waqat To Hum Khud Ko Be Nahi Dety.

हमें शौक़ है तुझसे गुफ्तगू का
वरना वक़्त तो हम खुद को भी नहीं देते।

Love Shayari in English

2-Line-Shayari-in-English
2 Line Shayari in English

Har Bar Maine Tumhein Aise Dakha Hai Jaise
Kisi Andhe Ne Pehli Bar Dunia Dakhi Ho.

हर बार मैंने तुम्हें ऐसे देखा है जैसे
किसी अंधे ने पहली बार दुनिया देखी हो।

English-Shayari-on-Life-2-Lines
English Shayari on Life 2 Lines

Chal Pari Hein Duaein Ashar Ki Janib
Tum Bas Mere Hone Ki Tyari Karo.

चल पड़ी हैं दुआएँ अशर की तरफ़
तुम बस मेरे होने की तैयारी करो।

Short-Love-Shayari-in-English
Short Love Shayari in English

Dunia Ka Har Taluq Gulami Hai
Aap Jitne Ziyada Tanha Hein Utne He Azad.

दुनिया का हर तातुलक गुलामी है
आप जितने ज़्यादा तन्हा हैं उतने ही आज़ाद।

English-Shayari-on-Life
English Shayari on Life

Mujh Par Ilzam Hai K Mein Usay Dakhun
Uski Marzi Hai Wo Jidar Marzi Dakhy.

मुझ पर इलज़ाम है कि मैं उसे देखूँ
उसकी मर्ज़ी है वो जहाँ मर्ज़ी देखे।

English-Shayari-Love
English Shayari Love

Jin Ko Bina Mangy He Mil Gai Manzalein
Unhein Kia Khabar K Duaein Kitna Sabar Mangti Hein.

जिन्हें बिना मांगे ही मिल गई मंज़िलें
उन्हें क्या खबर कि दुआएँ कितना सब्र मांगती हैं।

Sad Shayari in English

English-Shayari-Attitude
English Shayari Attitude

Maine Khud Ko Mukamal Kiya Tujh Par
Tu Mera Pehla Shaks Hai Jo Mujhe Akhri Laga.

मैंने खुद को मुकम्मल किया तुझ पर
तू मेरा पहला शख़्स है जो मुझे आख़िरी लगा।

English-Shayari-on-Life-2-Lines
English Shayari on Life 2 Lines

Wafa Tab Sabit Hoti Hai Jab Moky Hazar Hun
Par Dil Ek He Shaks Par Atka Rahe.

वफ़ा तब साबित होती है जब मौके हज़ार हों
पर दिल एक ही शख़्स पर अटका रहे।

English-Shayari-Sad
English Shayari Sad

Mat Bhago Unk Peechy Jin Ko
Tumare Aagy Or Be Log Nazar Aty Hein.

मत भागो उनके पीछे जिनको
तुम्हारे आगे और भी लोग नज़र आते हैं।

English-Shayari-Motivational
English Shayari Motivational

Agar Tum Usk Liye Na Laro Jo Tum Chahty Ho
To Us Par Na Ro Jo Tumne Kho Diya.

अगर तुम उस के लिए ना लड़ो जो तुम चाहते हो
तो उस पर ना रो जो तुमने खो दिया।

English-Shayari-Love-2-Line
English Shayari Love 2 Line

Na Jane Kitne Dard Aise Hein
Jinhein Sar Dard Kehna Parta Hai.

ना जाने कितने दर्द ऐसे हैं
जिन्हें सिरदर्द कहना पड़ता है।

Attitude Shayari English

Tum rootho to duniya khamosh si ho jaati hai Tum muskura do to zindagi aasan si ho jaati hai. 2026 04 01T065347.682

Acha Howa Tum Jaldi Badal Gaye Ho
Warna Meri Umeedein Or Be Gehri Ho Jati.

अच्छा हुआ तुम जल्दी बदल गए हो
वरना मेरी उम्मीदें और भी गहरी हो जातीं।

Tum rootho to duniya khamosh si ho jaati hai Tum muskura do to zindagi aasan si ho jaati hai. 2026 04 01T065528.152

Ye Sitam Kam To Nahi Hai K Tere Hoty Howe
Mujh Ko Laga Hai K Mera Koi Nahi.

ये सितम कम तो नहीं है कि तेरे होते हुए
मुझे लगा है कि मेरा कोई नहीं।

Tum rootho to duniya khamosh si ho jaati hai Tum muskura do to zindagi aasan si ho jaati hai. 2026 04 01T065815.974

Zindagi Ka Akhri Dar Tumse Bicharna Tha
Phir Yun Howa K Wo Dar Be Khatam Ho Gaya.

ज़िंदगी का आख़िरी डर तुमसे बिछड़ना था
फिर यूँ हुआ कि वो डर भी ख़त्म हो गया।

Tum rootho to duniya khamosh si ho jaati hai Tum muskura do to zindagi aasan si ho jaati hai. 2026 04 01T065932.348

Khamoshi Be Ek Jawab Hoti Hai
Zarori Nahi Har Sawal Ka Jawab Diya Jaye.

ख़ामोशी भी एक जवाब होती है
ज़रूरी नहीं हर सवाल का जवाब दिया जाए।

Tum rootho to duniya khamosh si ho jaati hai Tum muskura do to zindagi aasan si ho jaati hai. 2026 04 01T070040.364

Mujhe Nahi Ata Minatein Karna
Jo Be Waja Khafa Ho Shidat Se Dafa Ho.

मुझे नहीं आता मिनतें करना
जो बे वजह खफ़ा हो, शिद्दत से दफा हो।

2 Line Love Shayari in English

Tum rootho to duniya khamosh si ho jaati hai Tum muskura do to zindagi aasan si ho jaati hai. 2026 04 01T070640.978

Husan Kahan Haseen Hota Hai Aye Bashar Bad Dimagh
Jinse Ishq Ho Jaye Wohi Haseen Lagta Hai.

हुस्न कहाँ हसीन होता है ऐ बशर बाद दिमाग़
जिनसे इश्क़ हो जाए वही हसीन लगता है।

Tum rootho to duniya khamosh si ho jaati hai Tum muskura do to zindagi aasan si ho jaati hai. 2026 04 01T070919.492

Or Humne Apne Mehboob Se
Usk Mehboob Ki Be Batein Suni.

और हमने अपने महबूब से
उसके महबूब की भी बातें सुनी।

Tum rootho to duniya khamosh si ho jaati hai Tum muskura do to zindagi aasan si ho jaati hai. 2026 04 01T071022.974

Aa Phir Sharu Se Sharu Karein Mohabbat
Aa Phir Se Tujhe Apna Naam Bataon.

आ फिर शुरू से शुरू करें मोहब्बत
आ फिर से तुम्हें अपना नाम बताऊँ।

Tum rootho to duniya khamosh si ho jaati hai Tum muskura do to zindagi aasan si ho jaati hai. 2026 04 01T071141.047

Wo Kiston Mein Dikhata Hai Adaein Apni
Wo Hone Nahi Deta Mujhe Sara Pagal.

वो किस्तों में दिखाता है अदाएँ अपनी
वो होने नहीं देता मुझे सारा पागल।

Tum rootho to duniya khamosh si ho jaati hai Tum muskura do to zindagi aasan si ho jaati hai. 2026 04 01T071305.813

Maan Pasand Shaks Ka Koi Mutabadil Nahi Hota
Na Khabon Khayalon Mein Na Zameen o Asman Par.

मान पसंद शख़्स का कोई मुकाबिल नहीं होता
ना ख़्वाबों-ख़यालों में, ना ज़मीन और आसमान पर।

Hindi Shayari in English

Tum rootho to duniya khamosh si ho jaati hai Tum muskura do to zindagi aasan si ho jaati hai. 2026 04 01T071730.835

Mohabbat Har Umer Mein Jawan Rehti Hai
Pasandida Shaks Kabhi Purana Nahi Hota.

मोहब्बत हर उम्र में जवान रहती है
पसंदीदा शख़्स कभी पुराना नहीं होता।

Tum rootho to duniya khamosh si ho jaati hai Tum muskura do to zindagi aasan si ho jaati hai. 2026 04 01T072005.212

Jahan Mohabbat Ho Wahan Behtar Ki Zarorat Nahi Hoti
Wahan To Na Mukamal Shaks Be Puri Qainat Lagta Hai.

जहाँ मोहब्बत हो वहाँ बेहतर की ज़रूरत नहीं होती
वहाँ तो ना मुकम्मल शख़्स भी पूरी क़ायनात लगता है।

Tum rootho to duniya khamosh si ho jaati hai Tum muskura do to zindagi aasan si ho jaati hai. 2026 04 01T072229.114

Mein Tumhein Pane K Liye Sajdon Mein Roi
Tumhein Kia Lagta Hai Tumhein Khone K Baad Sambhal Jaon Gi.

मैं तुम्हें पाने के लिए सज्दों में रोई
तुम्हें क्या लगता है तुम्हें खोने के बाद संभल जाऊँगी।

Tum rootho to duniya khamosh si ho jaati hai Tum muskura do to zindagi aasan si ho jaati hai. 2026 04 01T072430.625

Mere Akhtiar Mein Ho To Tumare Har Bar Muskurane Par
Tumhein Har Bar Galy Lagaya Karun.

मेरे अख़्तियार में हो तो तुम्हारे हर बार मुस्कुराने पर
तुम्हें हर बार गले लगाया करूँ।

Tum rootho to duniya khamosh si ho jaati hai Tum muskura do to zindagi aasan si ho jaati hai. 2026 04 01T072648.384

Raat Humein Wo Sari Yaadein Wapis Luta Deti Hai
Jinse Bachne Ki Koshish Mein Hum Din Guzar Dety Hein.

रात हमें वो सारी यादें वापस लुटा देती है
जिनसे बचने की कोशिश में हम दिन गुज़र देते हैं।

Life Shayari in English

Tum rootho to duniya khamosh si ho jaati hai Tum muskura do to zindagi aasan si ho jaati hai. 2026 04 01T074328.409

Marne Se Pehly Ek Khat Likhun Gi
Likhun Gi K Zindagi Bohat Khubsurat Hai.

मरने से पहले एक ख़त लिखूँगी
लिखूँगी कि ज़िन्दगी बहुत खूबसूरत है।

Tum rootho to duniya khamosh si ho jaati hai Tum muskura do to zindagi aasan si ho jaati hai. 2026 04 01T074624.731

Maine Usse Wo Mohabbat Ki Hai
Jo Mein Chahta Tha Koi Mujhse Kare.

मैंने उसे वो मोहब्बत की है
जो मैं चाहता था कोई मुझसे करे।

Tum rootho to duniya khamosh si ho jaati hai Tum muskura do to zindagi aasan si ho jaati hai. 2026 04 01T074911.462

Ankhon Mein Pani Liye Mujhe Ghurta He Raha
Wo Aine Mein Khara Shaks Pareshan Bohat Tha.

आँखों में पानी लिए मुझे घूरता ही रहा
वो आईने में खड़ा शख़्स परेशान बहुत था।

Tum rootho to duniya khamosh si ho jaati hai Tum muskura do to zindagi aasan si ho jaati hai. 2026 04 01T075051.598

Teri Masoom Nigahon K Taqadus Ki Qasam
Dil To Kia Roh Ne Be Tujhse Mohabbat Ki Hai.

तेरी मासूम निगाहों के तक़द्दुस की क़सम
दिल तो किया रोने भी तुझसे मोहब्बत की है।

Tum rootho to duniya khamosh si ho jaati hai Tum muskura do to zindagi aasan si ho jaati hai. 2026 04 01T075303.548

Aise Shaks Ka Hona Kisi Sakoon Se Kam Nahi
Jisko Din Bhar Ki Har Choti Or Bari Baat Bata Sakein.

ऐसे शख़्स का होना किसी सुकून से कम नहीं
जिसको दिन भर की हर छोटी और बड़ी बात बता सके।

Tum rootho to duniya khamosh si ho jaati hai Tum muskura do to zindagi aasan si ho jaati hai. 2026 04 01T082321.699
Tum rootho to duniya khamosh si ho jaati hai Tum muskura do to zindagi aasan si ho jaati hai. 2026 04 01T082236.858
Tum rootho to duniya khamosh si ho jaati hai Tum muskura do to zindagi aasan si ho jaati hai. 2026 04 01T082143.168
Tum rootho to duniya khamosh si ho jaati hai Tum muskura do to zindagi aasan si ho jaati hai. 2026 04 01T082045.999
Tum rootho to duniya khamosh si ho jaati hai Tum muskura do to zindagi aasan si ho jaati hai. 2026 04 01T081949.994
Tum rootho to duniya khamosh si ho jaati hai Tum muskura do to zindagi aasan si ho jaati hai. 2026 04 01T081838.424
Tum rootho to duniya khamosh si ho jaati hai Tum muskura do to zindagi aasan si ho jaati hai. 2026 04 01T081739.997
Tum rootho to duniya khamosh si ho jaati hai Tum muskura do to zindagi aasan si ho jaati hai. 2026 04 01T081644.154
Tum rootho to duniya khamosh si ho jaati hai Tum muskura do to zindagi aasan si ho jaati hai. 2026 04 01T081433.339
Tum rootho to duniya khamosh si ho jaati hai Tum muskura do to zindagi aasan si ho jaati hai. 2026 04 01T075853.974

For More Visit: Lovemeshayari

what is shayari called in English?

Shayari is called poetry in English, often with a personal and emotional touch.

what we call shayari in english?

Shayari in English is called lyrical poetry, expressing deep emotions and personal feelings.

Similar Posts

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *