Latest Urdu Poetry for Girlfriend 2026 | Love Lines
Urdu Poetry is a beautiful way to express feelings in simple and clear words that anyone can understand easily. It has a strong fan base in India where people love emotional and heart touching shayari. From love and happiness to pain and loss, Urdu poetry covers every mood of life. That is why Sad Poetry in Urdu is very popular, as it helps people share their hidden emotions without saying much.
These poems feel real, connect deeply, and stay in the heart for a long time. It also uses easy lines and strong feelings that make it perfect for daily reading and sharing online. Many readers turn to it when they feel alone or want comfort in quiet moments life.
Table of Contents
Famous Urdu Poetry

Jab Be Rahi Shikayat Rahi Dunia Ko
Kabhi Chup Rehne Py Or Kabhi Kuch Kehne Py.
जब भी रही शिकायत रही दुनिया को
कभी चुप रहने पर और कभी कुछ कहने पर।

Jisne Tumhein Chaha Nahi Manga Nahi
Tum Usay Mil Jao Insaf Thori Hai.
जिसने तुम्हें चाहा नहीं माँगा नहीं
तुम उसे मिल जाओ इंसाफ थोड़ी है।

Dil Usko Diya Hai Wo He Rahe Ga Ic Mein
Hum Log Amanat Mein Khayanat Nahi Karty.
दिल उसको दिया है वो ही रहेगा इसमें
हम लोग अमानत में खयानत नहीं करते।

Alag Se Rakha Hai Ek Phool Sary Pholon Se
Wo Shaks Agar Khareedy To Dam Chor Dun Mein
Us Ek Hansi Py He Chalti Hai Saltnat Dil Ki
Wo Muskuraye To Sary Gulam Chor Dn Mein.
अलग से रखा है एक फूल सारे फूलों से
वो शख्स अगर खरीदे तो दम छोड़ दूँ मैं
उस एक हँसी पर ही चलती है सल्तनत दिल की
वो मुस्कुराए तो सारे गुलाम छोड़ दूँ मैं।

Agar Unchi Jaga Par Taluq Banane Ka Shaoq Hai
To Arsh Ka Malik Sabse Unchi Jaga Par Hai.
अगर ऊँची जगह पर ताल्लुक बनाने का शौक है
तो अर्श का मालिक सबसे ऊँची जगह पर है।

Tu Kar Le Sitam Teri Had Jahan Tak Hai
Mere Imtehan Jahan Tak Hein
Tu Soch Rahi Hai Mujhe Dard Kitna Hai
Jani Mein Dakh Raha Hun Tu Bewafa Kahan Tak Hai.
तू कर ले सितम तेरी हद जहाँ तक है
मेरे इम्तिहान जहाँ तक हैं
तू सोच रही है मुझे दर्द कितना है
जानी मैं देख रहा हूँ तू बेवफा कहाँ तक है।
Sad Poetry in Urdu

Humare Sene Par Rakho Sar Apna
Phir Dakho Kitne Haseen Khwab Aty Hein.

Ye Lazim Nahi K Tujhe Ankhon Se Dakhun
Teri Yaad Ka Ana Tere Didar Se Kam Nahi.

Bhaane Bhaane se Hum Teri Baat Kiya Karte Hain
Har Pal Khayalon Mein Aapse Mulaqat Kiya Karte Hain
Itni Baar To Aap Saans Bhi Nahi Lete Honge
Jitni Baar Hum Aapko Yaad Kiya Karte Hain.

Yun To Aadat Nahi Mujh Ko Mur Kar Dekhne Ki
Tujhe Dekha To Socha Ek Bar Aur Dekh Lun.

Agar Tum Jaan Jao Main Kis Haal Mein Hun
Khuda Qasam Tum Mujhe Gale Laga Kar Ro Pado Gy.

Kaisi Lat Lagi Hai Nadan Dil Ko Tere Deedar Ki Haye
Baat Karun To Dil Nahi Bharta Na Karun To Dil Nahi Lagta.
Love Poetry in Urdu

Dil To Kehta Hai Saamne Se Chhupa Lun Usko
Dil Ki Dhadkan Ki Tarah Dil Mein Basa Lun Usko
Wo Jo Rooth Jaye Mujhse Mere Dil Ki Malik
Sari Duniya Ko Khafa Kar Ke Mana Lun Usko.

Shiddat Aur Bhi Shadeed Hoti Ja Rahi Hai
Aapse Mohabbat Aur Bhi Mazeed Hoti Ja Rahi Hai
Dil To Tha Hi Aapka Deewana Meri Jaan
Ab To Rooh Bhi Aapki Mureed Hoti Ja Rahi Hai.

Tumhein Likhun To Alfaz Ho Tum
Tumhein Sochun To Khayal Ho Tum
Tumhein Mangun To Dua Ho Tum
Tumhein Puchun To Sawal Ho Tum.

Tumse Haseen Hoga Bhala Koi
Tum To Wo Ho Jisko Dekhte Hi Muskurane Lagte Hain.

Bina Dekhe Teri Tasveer Bana Sakta Hun
Bina Mile Tera Haal Bata Sakta Hun
Are Meri Mohabbat Mein Itni Taqat Hai
Ke Teri Aankh Ke Aansu Apni Aankh Se Nikal Sakta Hun.

Meri Khwahish Hai Ke Tujhe Jee Bhar Ke Dekhun
Masla Ye Hai Ke Tujhe Dekh Kar Jee Bharta Hi Nahi.
Poetry about Life In Urdu

Mujhe Intezar Tha K Tum Samjho Gy Mujhe
Tumne Samjha Diya K Bas Intezar He Karo.

Be Qadaron Se Mohabbat
Zehni Aziyat Ke Siwa Kuch Nahi.

Tujhse Milne Ka Koi Bahana Chahta Hun
Main Tujhe Apna Haal Batana Chahta Hun
Wo Din Aakhir Kab Aayega Phir Se Ab
Tujh Ko Apne Gale Se Lagana Chahta Hun.

Maine Tujhe Chaha Nahi Manga Nahi
Tum Usay Mil Jao Insaf Thori Hai.

Ishq Mohabbat Sab Kuch Ho Gaya Tumse Jana
Khud Se Zyada Had Se Zyada Sab Se Zyada.

Agar Har Koi Mujhe Acha Lagta
To Tere Liye Itni Tarap Na Hoti.
Deep Poetry in Urdu

Mujhe Ek Shaks Mein Sab Kuch Mil Gaya
Ishq, Mohabbat, Piyaar, Dosti, Sakoon.

Mujhe Sirf Teen Cheezein Pasand Hein
Tum, Tumara Muskurana Or Tumari Awaz.

Tumara Ye Keh Dena K Mein Tumari Hun
Mere Liye Dunia K Khubsurat Tareen Alfaz Hein.

Kese Kahun K Ic Dil K Liye Kitne Khas Ho Tum
Fasle To Qadmon K Hein Par Har Waqat Dil K Pas Ho Tum.

Tumare Khayalon Ka Koi Hisab Nahi
Mere Khayalon Mein Be Hisab Ho Tum.

Mujhse Lar Lena Gusa Be Kar Lena Mar Be Lena
Par Kabhi Ye Mat Kehna K Mein Tumari Kuch Nahi Lagti.
Famous Allama Iqbal Poetry in Urdu

Zindagi Ka Ye Hunar Be Ana Chahiye
Jung Kisi Apne Se Ho To Har Jana Chahiye.

Mana K Teri Deed K Qabil Nahi Hun Mein
Tu Mera Ishq Dakh Mera Intezar Dakh.

Kahan Milti Hai Wafa In Mati K Insano Se Iqbal
Bina Kisi Matlb K To Ye Apne Khuda Ko Be Yaad Nahi Karty.

Mujh Ko Chup Rehne Ki Adat Hai Warna
Janta Hun Mein Kon Hai Kitne Pani Mein.

Itni Wafadari Na Kar Kisi Se Yun Madhosh Ho Kar Iqbal
Ye Log Ek Khata Par Hazaron Wafaein Bhol Jaty Hein.

Apne Kirdar Par Dal Kar Parda Iqbal
Har Shaks Keh Raha Hai Zamana Kharab Hai.
Heart Touching Sad Poetry in Urdu

Wo Ek Shaks Jo Kam Kam Muyasar Hai Hum Ko
Arzo Hai K Kisi Roz Wo Sara Mil Jaye.

Or Kia Makam Chahiye Apko Ic Dil Mein
Keh To Diya Hai Meri Jaan Hein Aap.

Mohabbat Tum Karo Nibhana Hum Sikhaein Gy
Manzalein Tum Chuno Rasta Hum Bataein Gy
Khawab Tum Dakho Or Tabeer Hum Bataein Gy
Or Sath Tum Do Or Khushiyan Hum Laein Gy.

Hum Tere Ishq Mein Ic Makam Par Aa Chuky Hein Khadija
Jahan Tere Siwa Kisi Or Ko Dakhna Be Guna Lagta Hai.

Waqat Mily To Kabhi Rakhna Qadam Mere Dil K Angan Mein
Heran Reh Jao Gy Mere Dil Mein Apna Makam Dakh Kar.

Mohabbat Mil Nahi Sakti Mujhe Maloom Hai Sahib
Magar Khamosh Rehta Hun Mohabbat Kar Jo Batha Hun.
Final Words:
In the end, Urdu Poetry is more than just lines, it is a feeling that stays with you. It gives words to the emotions we often hide and makes us feel less alone. Whether you read it for love or pain, Sad Poetry in Urdu always leaves a soft mark on the heart.
For More Visit: Lovemeshayari
