Latest 55+ Sad Shayari in Hindi for Broken Hearts in 2025

Sad-Shayari-in-Hindi

Sad shayari in hindi is the best way to share pain that words cannot say openly. When the heart feels heavy and lonely these lines give comfort. Many people read sad shayari in hindi when they feel broken inside. It helps them feel that they are not alone. This kind of poetry touches deep emotions and makes tears feel lighter. Sad Love Shayari is special because it talks about lost love and silent pain. It shows feelings of separation trust and memories.

People connect with these words because they come from real life moments. Shayari gives strength to weak hearts. It also helps people express emotions they hide from others. If you are feeling low or missing someone these lines will speak for you. Sad shayari in hindi and Sad Love Shayari both heal hearts slowly and honestly.

Sad Shayari in Hindi

Sad-Shayari-Life-2-Line
Sad Shayari Life 2 Line

Hum muskurate rahe dard chhupa kar
Log samajhte rahe sab theek hi hoga

हम मुस्कुराते रहे दर्द छुपा कर
लोग समझते रहे सब ठीक ही होगा

ہم مسکراتے رہے درد چھپا کر
لوگ سمجھتے رہے سب ٹھیک ہی ہوگا

Heart-Touching-Sad-Shayari-in-Hindi
Heart Touching Sad Shayari in Hindi

Uski khamoshi ne itna keh diya
Ke lafzon ki zarurat hi nahi rahi

उसकी खामोशी ने इतना कह दिया
के लफ्ज़ों की ज़रुरत ही नहीं रही

اسکی خاموشی نے اتنا کہ دیا
کہ لفظوں کی ضرورت ہی نہیں رہی

Sad-Shayari-Life-2-Line
Sad Shayari Life 2 Line

Hum ne chaha tha sath umar bhar ka
Usne samjha hi nahi pal bhar ka bhi

हमने चाहा था साथ उम्र भर का
उसने समझा ही नहीं पल भर का भी

ہم نے چاہا تھا ساتھ عمر بھر کا
اس نے سمجھا ہی نہیں پل بھر کا بھی

Sad-Shayari-in-English
Sad Shayari in English

Rishton ka bharosa toot jaye jab
Insaan khud se bhi darne lagta hai

रिश्तों का भरोसा टूट जाए जब
इंसान खुद से भी डरने लगता है

رشتوں کا بھروسا ٹوٹ جائے جب
انسان خود سے بھی ڈرنے لگتا ہے

Feeling-Alone-Sad-Shayari-in-Hindi
Feeling Alone Sad Shayari in Hindi

Kuch yaadein itni gehri hoti hain
Ke waqt guzarta hai par dard nahi jata

कुछ यादें इतनी गहरी होती हैं
के वक्त गुजरता है पर दर्द नहीं जाता

کچھ یادیں اتنی گہری ہوتی ہیں
کہ وقت گزرتا ہے پر درد نہیں جاتا

2 Line Sad Shayari in Hindi

Sad-Shayari-in-Hindi-Love
Sad Shayari in Hindi Love

Khamoshi ne jab bhi saath diya hai mera
Logon ne tab meri aadat ko kamzori samjha hai

खामोशी ने जब भी साथ दिया है मेरा
लोगों ने तब मेरी आदत को कमजोरी समझा है

خاموشی نے جب بھی ساتھ دیا ہے میرا
لوگوں نے تب میری عادت کو کمزوری سمجھا ہے

Motivational-Sad-Shayari-in-Hindi
Motivational Sad Shayari in Hindi

Dil ne chaha tha bas thoda sa samajhna
Logon ne to har baat ko matlab bana diya

दिल ने चाहा था बस थोड़ा सा समझना
लोगों ने तो हर बात को मतलब बना दिया

دل نے چاہا تھا بس تھوڑا سا سمجھنا
لوگوں نے تو ہر بات کو مطلب بنا دیا

Sad-Shayari-in-Hindi-for-Girlfriend
Sad Shayari in Hindi for Girlfriend

Hum toot kar bhi shikayat nahi karte
Bas andar hi andar khud se haar jaate hain

हम टूट कर भी शिकायत नहीं करते
बस अंदर ही अंदर खुद से हार जाते हैं

ہم ٹوٹ کر بھی شکایت نہیں کرتے
بس اندر ہی اندر خود سے ہار جاتے ہیں

New-Year-Sad-Shayari-in-Hindi
New Year Sad Shayari in Hindi

Usko Dakhne Mein Bas Itna Farq Aya
Pehly Mur Kar Dakhty Thy Ab Dakh Kar Mur Jaty Hein

उसको देखने में बस इतना फ़र्क आया
पहले मर कर देखते थे अब देखकर मर जाते हैं

اس کو دیکھنے میں بس اتنا فرق آیا
پہلے مر کر دیکھتے تھے اب دیکھ کر مر جاتے ہیں

Sad-Attitude-Shayari-in-Hindi
Sad Attitude Shayari in Hindi

Ab Teri Shikayat Kis Se Karein
Har Shaks Ko Kaha Tha Tujhse Behtar Koi Nahi

अब तेरी शिकायत किस से करें
हर शख़्स को कहा था तुझसे बेहतर कोई नहीं

اب تیری شکایت کس سے کریں
ہر شخص کو کہا تھا تجھ سے بہتر کوئی نہیں

Alone Shayari in Hindi

Dil ke dard ko lafzon mein chupaya humne
Muskurate rahe aur khud ko hi rulaya humne

Kisi ne poocha udaasi ka sabab kya hai
Bas itna kaha jo apna tha wahi door hai

Har wada toot kar bhi khamosh raha
Shikayat ka haq bhi maine dard ko de diya

Meri Baton Se Naraz Na Howa Karo Ek Tum He Ho
Jis Par Hum Piyar Or Gussa Pury Haq Se Karty Hein

Maine Jis Tarhan Tumhein Chaha Hai
Koi Or Chahe To Bhool Jana Mujhe

Broken Heart Sad Shayari in Hindi

Akelepan ne mujhe bohat kuch sikha diya
Jo saath tha hi nahi us par bharosa nahi hota

Log saath chhor gaye to gila nahi raha
Akele reh kar khud ko pehchan liya

Chor Do Safaiyan Mukhtasir Karty Hein
Majburiyan Tab He Ati Hein Jab Dil Bhar Jaty Hein

Fitrat Nahi Hai Har Kisi Ka Ho Jana
Warna Na Chahat Ki Kami Hai Na Chahne Walon Ki

Zindagi Ka Akhri Dar Tumse Bicharna Tha
Phir Aisa Howa Wo Dar Be Khatam Ho Gaya

Sad Shayari for Girls in Hindi

Hum muskurate rahe sab ke liye
Aur raat ko khud se chup kar ro diye

Dil ne bharosa kiya jis par be-hisab
Wahi sab se pehle dil tor kar chala gaya

Dard likhne lage jab kagaz par apna
Log bole shayari achi hai haal nahi poocha

Qisa Gham e Hayat Humse Na Pucho Unsa
Bas Je Rahy Hein Samjho Kamal Kar Rahe Hein

Mujhe Maloon Nahi Mohabbat Ki Tareef Magar
Tujhe Dakhun To Dil Ko Sakoon Milta Hai

Emotional Sad Shayari in Hindi

Hum toot kar bhi chup rahe
Kyun ke shikayat sunne wala koi tha hi nahi

Intezar Ka Matlb Unse Pucho Jin Ko Pata Ho K Milna
Naseeb Mein Nahi Hai Phir Be Ishq Kar Bathy Hein

Ya Phir Mujh ko Sabar Nahi Karna Ata
Ya Phir Tum Sabar K Phal Se Ziyada Methi Ho

Tum Meri Khawaish Nahi Ho
Khawaish To Ek Din Adhuri Reh Jati Hai
Tum Meri Zarorat Be Nahi Ho
Zarorat Ek Din Khatam Ho Jati Hai
Tum To Jaan Ho Meri
Jab Tak Tum Ho Tab Tak Mein Hun

Kese Be Karo Mere Rou Baru Aao
Meri Ic Udasi Ka Bas Tum He Hal Ho

Broken Heart Feeling Alone Sad Shayari in Hindi

Mujhe Tumse Milne Ki Talab Hamesha Rahi
Loog To Ye Be Kehty Hein K
Ek Cheez Ko Bar Bar Dakhne Se Dil Bhar Jata Hai
Chahat Khatam Ho Jati Hai Lekin Ajab Hai Na
Maine Jab Be Tumhein Dakha
Tumse Baat Ki Mujhe Tumse
Or Be Ziyada Mohabbat Hoi

मुझे तुमसे मिलने की तलब हमेशा रही
लोग तो ये भी कहते हैं कि
एक चीज़ को बार बार देखने से दिल भर जाता है
चाहत ख़त्म हो जाती है लेकिन अजब है ना
मैंने जब भी तुम्हें देखा
तुमसे बात की मुझे तुमसे
और भी ज़्यादा मोहब्बत हुई

مجھے تم سے ملنے کی طلب ہمیشہ رہی
لوگ تو یہ بھی کہتے ہیں کہ
ایک چیز کو بار بار دیکھنے سے دل بھر جاتا ہے
چاہت ختم ہو جاتی ہے لیکن عجب ہے نا
میں نے جب بھی تمہیں دیکھا
تم سے بات کی مجھے تم سے
اور بھی زیادہ محبت ہوئی

Aap Maat Rotha Karo Mujhse
An Parh Sa Hun Tere Siwa Kuch Nahi Ata

आप मत रूठा करो मुझसे
अनपढ़ सा हूँ तेरे सिवा कुछ नहीं आता

آپ مت روٹھا کرو مجھ سے
ان پڑھ سا ہوں تیرے سوا کچھ نہیں آتا

Ye Pata Nahi K Tum Mere Naseeb Mein Ho Ya Nahi
Lekin Mein Khush Naseeb Hun K Tum Meri Mohabbat Ho

ये पता नहीं कि तुम मेरे नसीब में हो या नहीं
लेकिन मैं ख़ुश नसीब हूँ कि तुम मेरी मोहब्बत हो

یہ پتہ نہیں کہ تم میرے نصیب میں ہو یا نہیں
لیکن میں خوش نصیب ہوں کہ تم میری محبت ہو

Kitna Mushkil Hai ic Andaz Mein Zindagi Basar Karna
Tumse He Fasla Rakhna or Tumse He Ishq Karna

कितना मुश्किल है इस अंदाज़ में ज़िंदगी बसर करना
तुमसे ही फ़ासला रखना और तुमसे ही इश्क़ करना

کتنا مشکل ہے اس انداز میں زندگی بسر کرنا
تم سے ہی فاصلہ رکھنا اور تم سے ہی عشق کرنا

Or Hum Mukhlis K Sath Mukhlis Ho Kar Chalty Hein
Kisi Ki Dolat Ko Dakh Kar Humne Yar Nahi Badly

और हम मुख़्लिस के साथ मुख़्लिस हो कर चलते हैं
किसी की दौलत को देख कर हमने यार नहीं बदले

اور ہم مخلص کے ساتھ مخلص ہو کر چلتے ہیں
کسی کی دولت کو دیکھ کر ہم نے یار نہیں بدلے

For More Visit: Lovemeshayari

Similar Posts

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *