Latest 85+ Attitude Shayari for Girls in Hindi 2026

Attitude-Shayari-for-Girls

Attitude Shayari for Girls shows confidence and self respect through simple words. It reflects a strong mindset and a fearless nature. These lines help girls express their thoughts without saying too much. This shayari is about knowing your worth and standing firm in life. It speaks of strength silence and self belief.

Girls use attitude shayari to show courage and independence. It also helps in sharing feelings in a bold yet graceful way. Like Boys Attitude Shayari it represents power and clear thinking. The difference is in the soft yet strong tone. These verses motivate girls to stay positive and proud. They remind every girl to move forward with confidence and dignity.

Attitude Shayari for Girls

Killer-Attitude-Shayari-for-Girls
Killer Attitude Shayari for Girls

Jo Apko Galat Kehta Hai Kehne Dein
Mein Ic Py 2 Line Kahun Gi
Charche Aam Hun To Qeesay Be Zaror Hoty Hein
Ungaliyan Be Unhi Py Uthti Hein Jo Mashor Hoty Hein

जो आपको गलत कहता है कहने दें
मैं इस पर 2 लाइन कहूँगी
चरचे आम हैं तो किस्से भी जरूर होते हैं
उंगलियां भी उन्हीं पर उठती हैं जो मशहूर होते हैं

جو آپکو غلط کہتا ہے کہنے دیں
میں اِس پر 2 لائن کہوں گی
چرچے عام ہیں تو قصے بھی ضرور ہوتے ہیں
انگلیاں بھی انہی پر اُٹھتی ہیں جو مشہور ہوتے ہیں

Attitude-Shayari-for-Girls-English
Attitude Shayari for Girls English

Waqat Humara Be Aane Wala Hai
Or Jab Aye Ga To Sab Dakhein Gy K Hum Kon Hein

वक़्त हमारा भी आने वाला है
और जब आएगा तो सब देखेंगे कि हम कौन हैं

وقت ہمارا بھی آنے والا ہے
اور جب آئے گا تو سب دیکھیں گے کہ ہم کون ہیں

Swag-Attitude-Shayari-for-Girls
Swag Attitude Shayari for Girls

Galat Fehmiyan Nikal Do Dil Se
Hum Har Bar Izat Se Paish Nahi Aati

गलत फ़हमियां निकाल दो दिल से
हम हर बार इज़्ज़त से पेश नहीं आती

غلط فہمیاں نکال دو دل سے
ہم ہر بار عزت سے پیش نہیں آتی

Swag-Attitude-Status-for-Girl-in-Hindi-for-Instagram
Swag Attitude Status for Girl in Hindi for Instagram

Tarbiyat Aisi K Fakeeron K Sath Khaya Hai
Ana Aisi K Nawabon Ko Be Thukraya Hai

तरबियत ऐसी कि फ़कीरों के साथ खाया है
अना ऐसी कि नवाबों को भी ठुकराया है

تربیت ایسی کہ فقیروں کے ساتھ کھایا ہے
انا ایسی کہ نوابوں کو بھی ٹھکرایا ہے

Alone-Girl-Attitude-Shayari
Alone Girl Attitude Shayari

Hat Kar Chaly Wo Humse Jisay Sar Aziz Ho
Hum Sar Phiron K Sath Koi Sar Phira Chaly

Attitude-Shayari-for-Girls-Copy-Paste
Attitude Shayari for Girls Copy Paste

Dikhawe K Liye Humse Wafadari Na Ki Jaye
Mohabbat Hai To Hai Warna Adakari Na Ki Jaye

Girls Attitude Shayari

Alone-Girl-Attitude-Shayari
Alone Girl Attitude Shayari

Ye Sher Un Logon K Liye Hai Jo Mujhe Pasand Nahi Karty
Ek Akhbar Hun Auqat He Kia Meri Magar
Shehr Mein Aag Lagane K Liye Kafi Hun

Girls-Attitude-Shayari-2-Line
Girls Attitude Shayari 2 Line

Aa Rahi Hun Halaton Se Sikh Kar
Ic Bar Tuton Gi Nahi Torun Gi

Girls-Attitude-Shayari-in-English
Girls Attitude Shayari in English

Jis Din Hum Apni Zid Par Aa Gy
Us Din Tum Apni Puri Taqat Or Rabty Azma Lena

Girls-Attitude-Shayari-in-Hindi
Girls Attitude Shayari in Hindi

Side Side Chal Rahe Thy Humein Rahein Morni Parein Gi
Tum Aise Nahi Manne Waly Humein Phir Shrafat Chorni Pary Gi


K Dua Karo K Salamat Rahe Meri Himat
Ek Charagh Kai Andihon Par Bhari Hai


Ary Nahi Rahe Hum Pehly Jaise Or Na He Rehna Chahty Hein
Jo Kaam Aye Ga Usk Kaam Aein Gy Bas Yahi Kehna Chahty Hein

attitude shayari for girls in English

Girls-Attitude-Shayari-Status
Girls Attitude Shayari Status

Tum Ko Be Aziz Apne Sabhi Asool
Kuch Itefaq Se Hum Be Zid K Mareez Hein

Girls-Attitude-Shayari-in-Hindi-for-Instagram
Girls Attitude Shayari in Hindi for Instagram

Karne Do Jo Bakwas Karty Hein
Hamesha Khali Bartan He Awaz Karty Hein

Alone-Girl-Attitude-Shayari
Alone Girl Attitude Shayari

Jin Ko Mein Pasand Hun Wo Apna Hath Uncha Karein
Or Koi Agar Hath Uncha Na Kare To
Unko Bol Do Wo Apna Mayar Uncha Karein


Humein Mat Batao Ye Badmashi K Qaid E Qanon
Agar Humne Sharafat Chor Di To Tum Wakeel Dhundty Reh Jao Gy


Mere Muqably Mein Kis Ko Lao Gy
Mere Siwa Kisi Ko Manta Hai Dil
Tumare Baad Ka To Khair Kia Kahein
Tumare Sath Be Bohat Dhuka Hai Dil


Mein Khud Apne Adhe Khandan Se Baat Nahi Karti
Or Tumhein Lagta Hai Tumare Ignore Karne Se Mujhe Farq Pare Ga

attitude shayari for girls in hindi

Heading 2026 01 07T193218.583

Tumse Kai Gunah Mehngi Hai Jo Paron Mein Haai Dhol Hamare
Zamana Badly Ga Mosam Badle Ga Magar Wohi Rahein Gy Asool Humare

Heading 2026 01 07T193454.091

Na Larai Ka Shoq Na Jhukne Ki Adat Hai
Hum Wo Hein Jo Khamosh Reh Kar Be Qayamat Hein


Jinhein Har Chez Ka Ilam Ho
Unk Samne Fankar Nahi Banty


Ab Zara Sambhal Kar Baat Karna Mujhse
Kiu K Jo Mein Tha Mein Raha Nahi
Or Jo Mein Hun Wo Tumhein Pata Nahi


Koi Zarorat Nahi Mujhse Ghulne Milne Ki
Mein Apna Dost Or Dushman Khud Ko Manta Hun
Or Na He Puchiye To Behtar Hai Janab
Kon Kitne Pani Mein Hai Mein Achi Tarhan Janta Hun

attitude shayari in english for girl

Heading 2026 01 07T213031.320

Hum Khud Ko Khud He Mein Mukamal Samjhty Hein
Hum Har Shaks Ko Qabil E Kalam Nahi Samjhty

Heading 2026 01 07T213850.294

Tumne Jo Di Wo Ek Kharosh Thi
Ab Jo Mein Dun Ga Wo Ghao Dakhna
Or Tera Badlna To Maloom Tha
Ab Mein Badlun Ga Or Badlao Dakhna


Or Mein Jab Zid Par Aa Jaon
To Phir Mein Zid Dakhti Hun Nuqsan Nahi


Bhaly He Jaib Khali Ho Lutane Mein Iman Tak Se Sein Gy
Or Ye Meri Dosti Ka Asool Hai Meri Dost
Tu Dil Se Nibhane Wali Ban Hum Apne Jaan Tak De Dein Gy


Or Agar Mein Chup Hun To Koi Waja Hai
Jis Din Baras Jaon Gi Us Din Taras Be Nahi Khaon Gi

My attitude shayari for girl

Heading 2026 01 07T210255.945

Mein Har Shaks Ki Haqiat Se Agah Hun
Maine Makam E Khas Dy Kar Azmaya Hai Logon Ko

Heading 2026 01 07T212744.042

Mere Jeevan Mein Kuch Log Chapal Ki Tarhan Hein
Jo Sath To Dety Hein Magar Pechy Se Keechar Be Uchalty Hein


Safai Dena Mujhe Zehr Lagta Hai
Apne Taluq Khatam Karna Hai To Bismillah Kejea


Piyar Or Tujhse Kabhi Apni Shakal Dakhi Hai
Makeup Se Tu Bana Hwa Hai Hero Chal Ab Nikal


Koi Humse Acha Ho Ga Koi Humse Bura Ho Ga
Hai Magar Koi Humsa Kahan Ho Ga

attitude shayari image for girl in hindi

Heading 2026 01 07T205434.884

Humein Nechy Girane K Liye Tu Ne Bohat Jhugar Lagaya
Na Tere Paitre Kaam Aye Na Tu Kuch Ukhar Paya

Heading 2026 01 07T205840.226

Jinhein Tamana Humse Dhur Jane Ki Ho
Unhein Paas Rakhne Ki Chahat Hum Be Nahi Karty


Mere Liye Har Wo Larki Do Taky Ki Hai
Jo Parda Nahi Karti


Mujhe Galat Kehne K Liye
Pehly Tumara Sai Hona Zarori Hai


Humara Andaz He Kuch Aisa Hai Janab
Dakhne Walon Ko Cute Or Jalne Walon Attitude Lagta Hai

shayari for girls attitude

Heading 2026 01 07T204457.189

Ye Dhamkiyan Kisi Or Dena Janab
Apne Shaareef Khandan Ka Sabse Bigra Hwa Chargh Hun Mein

Heading 2026 01 07T204758.009

Or Hum Kiu Kisi Ka Sogh Manaein
Jo Jata Hai Shoq Se Bhar Mein Jaye


Or Hum Itna Khas Hein K Log
Apna Keemati Waqat Nikal Kar Humari Baat Karty Hein


Or Mere Baary Mein Jo Kehna Hai Sidha Aa Kar Kaho
Par Ye Status Par Tane Dene Ka Kaam Mat Karo
Kiu K Ye Mere Leval Ka Nahi


Ye Zindagi Be Kitni Ajeeb Hai
Muskurao To Log Jalty Hein
Khamosh Ho Jao To Sawal Uthaty Hein

Attitude Shayari Girls

Heading 2026 01 07T203627.100

Or Bohat Hansi Aati Hai Mujhe Aise Rishta Daron Par
Jinse Khud Ki Uladein To Sambhalti Nahi
Baat Karty Hein Humein Sudharne Ki

Heading 2026 01 07T204050.412

Hum Khandani Loog Hein Sahib
Baat Agar Zid Par Aye To Sirf Zid Dakhty Hein Nafa Nuqsan Nahi


Jo Dunia Ko Dikhai De Usay Kehty Hein Khamoshi
Jo Ankhon Mein Dikhai Dy Usay Tofan Kehty Hein


Mein To Chahti Hun Log Mujhse Nafrat Karein
Mohabbat Wo Konsa Sachi Karty Hein


Teri Har Baat Mohabbat Mein Gawara Kar K
Dil K Bazar Mein Bathy Hein Khasara Kar K
Aaty Jaty Hein Kai Rang Mere Chehre Par
Log Lety Hein Maza Zikar Tumara Kar K

Shayari Attitude Girl

Heading 2026 01 05T222003.867

Attitude Itna Hai K Apni Pasand Ki Cheez Ko Be Dil Se Utar Deti Hun
Tum Kis Ghamand Mein Ho Meri Jaan

Heading 2026 01 05T222157.187

Humne Sehna Sikh Liya Kuch Na Kehna Sikh Liya
Bolty To Baat Or Bigar Jati Ic Liye Chup Rehna Sikh Liya

Heading 2026 01 05T222531.663

K Bas Ghusa Thora Jaldi Aa Jata Hai
Choti Choti Baton Py Dimagh Ghum Jata Hai
Baki Bandi Mein Bohat Achi Hun

Heading 2026 01 05T223451.145

Or Mein Bhokne Walon Ki Parwa Nahi Karta
Kiu K Mujhe Pata Hai Ye Sirf Bhonk Sakty Hein

Heading 2026 01 05T223906.420

Ek Baat Meri Yaad Rakhna Mera Chain To Chehn Gaya Hai
Magar Mein Un Dono Ko Chain Se Nahi Rehne Dun Gi

Girls Attitude Shayari in Hindi

Attitude-Shayari-for-girls-Short
Attitude Shayari for girls Short

Logon K Kehne Se Kia Hota Hai
Mein Khud Kehti Hun Mein Buri Hun

Attitude-Shayari-for-girls-in-Hindi-English
Attitude Shayari for girls in Hindi English

Sawal Ghamand Ka Nahi Izat Ka Hai
Koi Agar Lehja Badle To Hum Rasta Badal Lety Hein

Boys-Attitude-Shayari-for-Girls
Boys Attitude Shayari for Girls

Kisi Ka Ho Kar Dobara Na Aana Meri Taraf
Mohabbaton Mein Halala Haram Hota Hai

Swag-Attitude-Shayari-for-Girls
Swag Attitude Shayari for Girls

Na Meri Umeed Na Mera Khawab Ho Tum
Meri Har Dua Ka Jawab Ho Tum
Na Dakhi Aisi Surat Na Seerat Kabhi
Yaqeen Kaaro La Jawab Ho Tum

Killer-Attitude-Shayari-for-Girls
Killer Attitude Shayari for Girls

Sawal Ghamand Ka Nahi Izzat Ka Hai
Koi Agar Lehja Badle To Hum Rasta Badal Lete Hain

Killer-Attitude-Shayari-for-Girls-in-English
Killer Attitude Shayari for Girls in English

Hum Unki Chalaki Ko Nazar Andaz Kar Rahe Hain
Wo Nadan Khud Ko Fankar Samajh Rahe Hain

Best-Attitude-Shayari-for-Girls
Best Attitude Shayari for Girls

Apna Kirdar Itna Bhi Na Girao Ke
Humara Lagaya Hua Status Tumhein Apna Lage

Swag=Attitude-Shayari-for-Girls-in-English
Swag Attitude Shayari for Girls in English

Hum Kisi Se Naraz Nahi Hote
Bas Khaas Se Aam Kar Dete Hain

Attitude-Shayari-for-Girls-in-Hindi-English
Attitude Shayari for Girls in Hindi English

Nazar Andaz Karne Walon Se Dobara
Nazar Milana Hum Apni Ana Ki Tauheen Samajhte Hain

Heading 2026 01 05T162205.312

Agar Qareeb Aane Ka Dil Kare To Itna Qareeb Aana
Is Dil Ko Pata Na Chale Dhadkan Tumhari Hai Ya Meri

Heading 2026 01 05T162459.957

Milne Ke Baad Har Kisi Ko Pyar Ho Jata Hai
Par Maine Tumse Mile Baghair Pyar Kiya Hai

Heading 2026 01 05T162732.725

Teri Kamiyon Se Bhi Mohabbat Ki Maine
Tu Meri Mohabbat Se Mohabbat Na Kar Saki

Attitude-Wali-Shayari-for-Girls
Attitude Wali Shayari for Girls

Aankhon Se Gale Laga Lijiye
Seene Se Gale Lagane Mein Bohat Pabandiyan Hain

Shayari-in-Urdu-Attitude
Shayari in Urdu Attitude

Tum Kehte The Mohabbat Mein Ilham Hota Hai
Phir Tum Kyun Na Samajh Sake Ke Main Pareshan Hoon

For More Visit: Lovemeshayari

Similar Posts

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *