Heart Touching Life Motivational Shayari in Hindi 2026

Life Motivational Shayari

Life motivational shayari is a simple way to bring hope and strength into daily life. Sometimes we all feel tired, lost, or low, and at that moment, a few meaningful lines can change our mood. These short lines are easy to read but carry deep thoughts that touch the heart. They remind us to stay strong, keep going, and believe in ourselves even when things are not going well.

Motivational Shayari in English is also very helpful for people who prefer simple and clear words. It speaks in a soft tone and gives courage without making things complicated. Whether you are facing a hard time or just need a little push, these lines can guide you and make you feel better again.

Life Motivational Shayari

जुनून-मोटिवेशनल-शायरी
जुनून मोटिवेशनल शायरी

Manzil Se Agy Bhar Kar Manzil Talash Kar
Mil Jaye Tujh Ko Darya To Samandar Talash Kar.

Life-Motivational-Shayari-in-Hindi
Life Motivational Shayari in Hindi

Jis Ki Jaisi Soch Wo Wesi Kahani Rakhta Hai
Koi Paridon K Liye Bandook To Koi Pani Rakhta Hai.

Life-Motivational-Shayari-for-Students
Life Motivational Shayari for Students

Manzalin Kabhi Kisi K Ghar Ja Kar Dastak Nahi Deti
Raaston Par Chalne Se He Rasty Nikalty Hein.

Motivational-Shayari-2-Line
Motivational Shayari 2 Line

Main Nayab Uljano Ki Mukamal Kitab Hun
Mujhe Mere Siwa Koi Nahi Janta.

जबरदस्त-मोटिवेशनल-शायरी
जबरदस्त मोटिवेशनल शायरी

Pani Agar Khamosh Hai To
Gehrai Se Mazaq Nahi Karty.

Motivational Urdu Shayari on Life

Life-Motivational-Shayari-2-Line-English
Life Motivational Shayari 2 Line English

Mera Mayar Aisa Hai K Mein Awara Nahi Milti
Mujhe Tum Soch Kar Khona Mein Dubara Nahi Milti.

Life-Motivational-Shayari-for-Students
Life Motivational Shayari for Students

Khawab Tuty Hein Magar Hosaly Zinda Hein
Hum Wo Hein Jahan Mushkalein Sharminda Hein.

Motivational-Shayari-in-Hindi-for-Success
Motivational Shayari in Hindi for Success

Agar Ganday Kapron Mein Sharam Aati Hai
To Gandi Soch Rakhne Mein Be Sharam Aani Chahiye.

Life-Motivational-Shayari-in-Urdu
Life Motivational Shayari in Urdu

Ye Dunia Jo Tumhein Na mumkin Se Darati Hai
Tumara Khuda Akela He Ic Dunia Pay Bhari Hai.

Motivational-Shayari-in-Urdu-By-Iqbal
Motivational Shayari in Urdu By Iqbal

Chup Kar K Sehtay Raho To Bohat Ache Ho
Agar Bol Paro To Apse Bura Koi Nahi Hai.

Motivational Shayari Life

Sad-Motivational-Shayari
Sad Motivational Shayari

Yahan Bikta Hai Sab Kuch Zara Sambhal Kar Chalna
Log Hawaon Ko Be Bach Dety Hein Gubaron Mein Dal Kar.

Life-Motivational-Shayari-in-English-Hindi
Life Motivational Shayari in English Hindi

Kuch Pane K liye Kuch Khona Parta Hai
Balky Kuch Pane K Liye Kuch Bona Parta Hai.

LovemeShayari. 63

Jab Akele Safar Mein Chalna Aa Jaye To
Khud Se Acha Humsafar Koi Nahi Hota.

Student-Life-Motivational-Shayari-in-Hindi
Student Life Motivational Shayari in Hindi

Jab He Rahi Shikayat He Rahi Dunia Ko
Kabhi Kuch Kehne Pay, Kabhi Chup Rehne Pay.

Success-Life-Motivational-Shayari
Success Life Motivational Shayari

Agar Zindagi Mein Kamiyab Hona Chahty Ho To
Zindagi Se Agar Magar Ko Nikal Do.

Life Motivational Shayari in English

Life-Quotes-Motivational-Shayari-in-English-2-Line
Life Quotes Motivational Shayari in English 2 Line

Dua Hai Khuda Mujhe Arooj Dy
Main Badly Howe Chehron Ko Phir Se Badalta Dakhun.

LovemeShayari. 72

Kamiyabi Ka Lafz Be
Kaam Se Sharu Hota Hai.

LovemeShayari. 73

Un Logon K Liye Kamiyab Bano Jo
Tumhein Na Kaam Dakhna Chahty Hein.

LovemeShayari. 74

Insan Be Dagh Be Ho To
Dagh Lagane Waly Hazar Hoty Hein.

LovemeShayari. 75

Logon Ko Haq Bat Be Wohi Pasand Hai
Jo Unk Haq Mein Hoti Hai.

Life Motivational Shayari in Hindi

LovemeShayari. 76

Mahool Ko thora Kharab Kar Diya Karein Ta K
Pata Chal Saky Aapne Kin Logon Ko Chun Rakha Hai.

LovemeShayari. 77

Jab Farq Parta Tha Tab Kisi Ne Kuch Samjha He Nahi
Ab Kon Kia Samjhta Hai Mujhe Farq Nahi Parta.

LovemeShayari. 78

Hum Ankh Se Ankh Milane Ka Dam Rakhty Hein
Humari Kitab Mein Khof Lafz Ka Zikar He Nahi.

LovemeShayari. 79

Humne Har Nasal K Sanp Paly Hein
Magar Sab Se Gandi Nasal Rishtadaron Ki Thi.

LovemeShayari. 80

Munafqat Kar K Aap Kamiyab Nahi Ho Sakty
Kiu K Agar Bhonkne Se Chalta Hota To Jangal Mein Raaj Kuton Ka Hota.

Student Life Motivational Shayari

LovemeShayari. 66

Jo Apko Shikar Sikha Sakta Hai
Wo Apko Shikar Bana Be Sakta Hai.

LovemeShayari. 67

Zindagi Mein Agay Bharna Hai To Behry Ban Jao
Kiu K Baaz Logon Ki Batein Mayosi Mein Izafa Kar Deti Hein.

LovemeShayari. 68

Insan Wahid Aisi Makhlok Hai
Jis Ka Zehr Usk Alfaz Mein Hota Hai.

LovemeShayari. 69 1

Kisi K Dil Mein Mohabbat Paida Kar K Usko Chor Dena
Usko Qatal Kar Dene K Brabar Hai.

LovemeShayari. 70

Us Mard Ki Mohabbat Ko Sar Ankhon Par Rakhna
Jis Ko Mohabbat Se Ziyada Tumara Parda Aziz Ho.

For More Visit: Lovemeshayari

Similar Posts

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *