Most Popular 2 Line Urdu Shayari Mohabbat in 2026

Urdu-Shayari-Mohabbat

Urdu shayari mohabbat is a soft way to share true feelings of love. These words touch the heart and stay in the mind for a long time. Love shayari speaks about joy pain hope and silence. Many people like short verses because they say more in fewer words. That is why 2 line love shayari is loved by readers of all ages. Each sher feels real and close to life.

On lovemeshayari, you will find shayari that feels honest and pure. Every line is written with care and emotion. This collection is for those who believe in deep love. It is also for those who miss someone quietly. Read these shayari and feel every word slowly.

Urdu Shayari Mohabbat

Urdu-Shayari-Mohabbat-on-Life
Urdu Shayari Mohabbat on Life

Log Ab Be Mujhe Tera Samjhty Hein
Tu Unko Aa Kar Bata K Ab Hum Sath Nahi Rehty.

Urdu-Shayari-Mohabbat-for-Girl
Urdu Shayari Mohabbat for Girl

Bohat Sasta Soda Kiya Usne Meri Mohabbat Ka
Jaldi Kardi Usne Kisi Or Ka Hone Mein.

Urdu-Shayari-Mohabbat-Attitude
Urdu Shayari Mohabbat Attitude

Or Mere Man Pasand Shaks Ne Mujhe Ye Sikhaya
K Har Waqat Time Dene Wala Shaks Do Taky Ka Hota Hai.

Urdu-Shayari-Mohabbat-English
Urdu Shayari Mohabbat English

Na Jane Tere Qareeb Itna Kon aa Gaya K Tumhein
Mere Hone Ya Na Hone Se Koi Farq Nahi Parta.

izhar-e-Mohabbat-Shayari-2-Lines-in-Urdu
izhar e Mohabbat Shayari 2 Lines in Urdu

Tum To Bas Seen Kar K Ignore Kar Deti Ho Message Ko
Tumhein Kia Pata Samne Wala Kitni Umeed Laga Kar Message Karta Hai.

सच्ची-मोहब्बत-शायरी
सच्ची मोहब्बत शायरी

Talab Itni K Khud Mein Sameet Lon Tujhe
Magar Haq Itna Be Nahi K Jee Bhar K Dakh Lun Tujhe.

Mohabbat ki Shayari Urdu

बेइंतहा-मोहब्बत-शायरी
बेइंतहा मोहब्बत शायरी

Maat Puch Yar Uski Sadgi Ka Andaz
Nazrein Be Hum Par Thi Or Parda Be Hum Par Tha.

सच्ची-मोहब्बत-शायरी-Sad
सच्ची मोहब्बत शायरी Sad

Marzi Hai Tumari Mar Dalo Ya Jeene Do Humein
Dil Be Tera Hum Be Tere Haq Be Tera.

Urdu-Shayari-Mohabbat-Copy-Paste
Urdu Shayari Mohabbat Copy Paste

Mein Khud He Chor Batha Hun Zamane Ki Ronakein
Mera Tere Elawa Kisi Se Batein Karne Ka Maan Nahi Karta.

2-Line-Urdu-Shayari-Mohabbat
2 Line Urdu Shayari Mohabbat

Rishty Sirf Wohi Qaim Rehty Hein
Jin Mein Ek Dusre Ko Khone Se Darty Hun.

Urdu-Shayari-Mohabbat-Love
Urdu Shayari Mohabbat Love

Sari Dunia K Gham Humare Hein
Or Sitam Ye K Hum Tumare Hein
Jab Humein Mohabbat Ho Jati Hai Na
To Humein Ek Cheez Ka Khof Rehta Hai Sirf
K Mere Siwa Koi Or To Nahi Pasand Usay

Ghalib-Urdu-Shayari-Mohabbat
Ghalib Urdu Shayari Mohabbat

Mein Khuda K Samne Sharminda Hota Hun
Jab Tum Mujhe Sajdon Mein Be Yaad Ate Ho.

Mohabbat Shayari 2 Lines in Urdu

Urdu-Me-Shayari-Mohabbat
Urdu Me Shayari Mohabbat

Thukraya Humne Be Bohat Ko Teri Khatir
Tujhse Fasle Shayad Unki Badduaon Ka Asar Hai.

Urdu-Sher-Shayari-Mohabbat
Urdu Sher Shayari Mohabbat

Humare Mayar Ko Samjhne K Liye
Samjhne Waly Ka Be Ek Mayar Hona Chiye.

Urdu-Mein-Shayari-Mohabbat-Wala
Urdu Mein Shayari Mohabbat Wala

K Jisko Ishq HO Jaye Bhala Kese Wo Soye Ga
Kabhi Chup Chup K Roye Ga Kabhi Takiya Be Goye Ga
Bary Nadan Ho Tum To Zara Samjha Karo Batein
Gally Mil Kar Jo Rota Hai Bichar K Kitna Roye Ga.

Urdu-Mein-Shayari-Mohabbat-Ki
Urdu Mein Shayari Mohabbat Ki

Humein Shidat Se Ishq Hai Tumse
Mana K Kafi Dhur Ho Lekin Dil K Sabse Paas Ho Tum
Mere Liye Tum Subha Ki Pehli Or Raat Ki Akhri Yaad Ho Tum.

Best-Urdu-Shayari-Mohabbat
Best Urdu Shayari Mohabbat

Teri Yaad Mein Hum Zamana Bhool Gaye
Kisi Or Ko Hum apnana Bhool Gaye
Mujhe Tumse Mohabbat Hai Bataya Sare Zamane Ko
Bas Galti Itni Hoi K Tum Ko Batana Bhool Gaye.

2-Line-Urdu-Shayari-Mohabbat
2 Line Urdu Shayari Mohabbat

Dil Ache Na Ho To Khubsurti Ka Kia Faida
Dilon K Badsha Aksar Fakeer Howa Karty Hein.

Ishq Mohabbat Shayari Urdu

Urdu-Shayari-Mohabbat-for-Girl
Urdu Shayari Mohabbat for Girl

Mere Sar Ki Khai Hoi Teri Jhuti Qasmein
Hayee Aksar Ab Mujhe Bemar Rakhti Hein.

Heading 2026 02 03T073746.576

Socha Tha Humare Khafa Hone Par Manaye Ga Wo
Lekin Sunne Ko Kia Mila Marzi Tumari.

Heading 2026 02 03T073631.501

Howa Ab Jo Rabta Usko Bataon Ga
Tera Na Milna Tere Milne Se Behtar Tha.

Heading 2026 02 03T073512.193

Humare Baad Nahi Aye Ga Chahat Ka Maza
Tum Logon Ko Kehty Phiro Gy Mujhe Chahao Uski Tarhan.

Heading 2026 02 03T073224.269

Pasandida Shaks Se Kabhi Nafrat Nahi Hoti
Chahe Wo Humein Jitni Marzi Takleef De Dein.

Heading 2026 02 03T074203.273

Mohabbat Hai Ic Liye Dil Darta Hai Tujhe Khone Se
Agar Matlab Hota To KIa Farq Parta Tere Hone Ya Nna Hone Se.

Shayari Urdu Mohabbat

Tumhein Nibhana Hai Akhir Tak Sath Mera Maine
Dunia Ko Batana Hai Mehboob Ho To Tumare Jaisa.

Na Jane Kis Tarhan Ka Ishq Kar Rahe Hein Hum
Jo Humare Ho He Nahi Sakty Unhi Par Mar Rahe Hein Hum.

Chahne Wala Kitna Be Behtareen Kiu Na Ajaye
Wo Pehli Mohabbat Ki Jaga Kabhi Be Nahi Le Sakta.

Dilne Ek Sanwali Surat Par Dam Tor Diya
Ab Hum Husan Walon Ka Ehtaram Nahi Karty.

Kisi Ka Dil Mat Dukhao Ho Sakta Hai
Wo Tumhein Aise Chahta Ho Jaise Marne Wala Zindagi.

Keemat To Wafadar Ki Hoti Hai
Chehra To Tawaif Ka Be Khubsurat Hota Hai.

Shayari on Mohabbat in Urdu

Mohabbat woh khamosh dua hai
Jo honton par na aaye, dil mein qabool ho jaye.

Hum ne chaha bhi to us andaaz se
Ke shikayat ko bhi mohabbat samajh liya gaya.

Woh jo ek nazar mein apna laga
Usi ne umar bhar ajnabi rakha.

Mohabbat mein haar jana koi kamzori nahi
Asal haar to dil na lagana hai.

Hum ne chhorna seekh liya khud ko
Tab ja kar mohabbat ne rukna seekha.

Woh mila bhi to faslon ke sath
Shayad mohabbat ka yehi adab tha.

Similar Posts

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *