Top 50+ Mohabbat Shayari in Hindi 2026 | Love Lines

Mohabbat Shayari in Hindi

Welcome to LoveMeShayari, your perfect place to enjoy heartfelt poetry. Here you will find mohabbat shayari in hindi that expresses love, emotions, and feelings in simple words anyone can understand. These lines talk about love, longing, and the deep connection between hearts. Along with this, we also include beautiful urdu shayari mohabbat for those who enjoy classic and emotional verses.

Each line is easy to read, relatable, and perfect to share with someone special or just to feel the emotions yourself. When you are in love, missing someone, or simply want to enjoy romantic poetry, these shayari will touch your heart and bring a smile to your face.

Romantic Mohabbat Shayari in Hindi

Mohabbat-Shayari-in-Hindi-English
Mohabbat Shayari in Hindi English

Kanty To Anne He Thy Humare Piyar Mein
Humne Yaar Be To Gulab Jaisa Chuna Tha.

Mohabbat Shayari in Hindi Sad
Mohabbat Shayari in Hindi Sad

Hum Kisi K Qabil Nahi ic Liye Dhur Rehne Lagy
Jo Humare Bina Khush Hai Hum Unhein Sataya Nahi Karty.

Mohabbat-Shayari-in-Hindi-2-Lines
Mohabbat Shayari in Hindi 2 Lines

Waqat Milne Par Waqat Dena Mohabbat Nahi
Waqat Na Hone Par Waqat Nikalna Mohabbat Hai.

Mohabbat-Shayari-Urdu-in-Hindi
Mohabbat Shayari Urdu in Hindi

Hum Matlabi Nahi K Chahne Wale Ko Dhoka Dein
Bas Humein Samjhna Har Kisi K Bas Ki Baat Nahi.

सच्ची-मोहब्बत-शायरी
सच्ची मोहब्बत शायरी

Mujhe ic Qadar Shoq Tha Tujhse Milne Ka
Tera Lehja Dakh Kar Teri Tamana He Chor Di.

खूबसूरत-मोहब्बत-शायरी-Hindi-2-Line
खूबसूरत मोहब्बत शायरी Hindi 2 Line

Nahi Tha Itbar Usko Meri Mukhlasi Par
Kho Diya Usne Mujhe Azmaty Azmaty.

Mohabbat Shayari 2 Lines in Hindi

बेइंतहा-मोहब्बत-शायरी
बेइंतहा मोहब्बत शायरी

Mera Intekhab Galat Nahi Tha
Wo Sharu Sharu Mein Waisa Be Bana Tha
Jaisa Mujhe Chiye Tha Qasam Se.

Mohabbat-Shayari-in-Hindi-English
Mohabbat Shayari in Hindi English

Kiu Naraz Rehty Ho Meri Nadan Se Harkaton Se
Kuch Din Ki To Zindagi Hai Phir Chaly Jaein Gy Hamesha K Liye.

Mohabbat-Sad-Shayari-in-Hindi
Mohabbat Sad Shayari in Hindi

Jab Maine Apne Dilse Tera Rishta Pucha
Dil Kehta Hai Itna Tera Be Nahi Hun Jitna Uska Hun.

Mohabbat-Shayari-in-Hindi-4-Line
Mohabbat Shayari in Hindi 4 Line

Ye Din Ye Raat Ye Lamhe Achy Lagty Hein
Tumhein Sochun To Sary Silsaly Achy Lagty Hein
Bohat Dhur Tak Chalna Magar Phir Be Wohi Rehna
Mujhe Tumse Tum Tak K Fasly Achy Lagty Hein

Urdu-Mohabbat-Shayari-in-Hindi
Urdu Mohabbat Shayari in Hindi

Hum To Teri Batein Sun Kar Tere Ho Gaye
Wo Koi Or Hun Gy Jinhein Mohabbat Chehron Se Hoti Hai.

2-Line-Mohabbat-Shayari-in-Hindi
2 Line Mohabbat Shayari in Hindi

Jabse Dakha Hai Tujhe Dil Py Bas Ek Hukam Chala
Mohabbat Kar Or Bas Ussi Se Kar.

Adhuri Mohabbat Shayari in Hindi

Mohabbat-Shayari-in-Hindi-Text
Mohabbat Shayari in Hindi Text

Main Tumare Mamly Mein Bohat Khud Garz Hun
Mujhe Apne Elawa Tumse Jura Howa Har Shaks Zehr Lagta Hai.

Mohabbat-Shayari-in-Hindi-With-Emoji
Mohabbat Shayari in Hindi With Emoji

Tum Jo Banto Gy Khud Ko Ouron Mein
Mere Hisa Mein Gham To Aein Gy Na.

Mohabbat-Shayari-in-Hindi-2-Lines
Mohabbat Shayari in Hindi 2 Lines

Khud He Na Chupa Saky Wo Apne Chehre Ko Naqab Mein
Be Waja Humari Ankhon Py Ilzam Laga Diya Usne.

सच्ची-मोहब्बत-शायरी
सच्ची मोहब्बत शायरी

Humne Kanton Ko Be Narmi Se Chuha Hai Aksar
Loog Be Dard Hein Pholon Ko Masal Dety Hein.

Mohabbat-Shayari-in-Hindi-English
Mohabbat Shayari in Hindi English

Mana K Teri Deed K Qabil Nahi Hun Mein
Tu Mera Shoq Dakh Mera Intezar Dakh.

बेइंतहा-मोहब्बत-शायरी
बेइंतहा मोहब्बत शायरी

Dafan Hein Mujh Mein Kitni Ronaqeen Mat Puch
Ujar Ujar Kar Jo Basta Raha Wo Shehr Hun Mein.

Mohabbat Sad Shayari in Hindi

Mohabbat-Shayari-in-Hindi-for-Girlfriend
Mohabbat Shayari in Hindi for Girlfriend

Apni Anna Mein Dunia Ki Maan Kar
Ik Shaks Marhoom Meri Mohabbat Se Ho Gaya.

Mohabbat-Shayari-in-Hindi-Photo
Mohabbat Shayari in Hindi Photo

Meri Satashi Ankhein Kahan Milein Gi Tujhe
Tu Aine Mein Bohat Ban Sawar K Roye Ga.

Mohabbat-Shayari-in-Hindi-English-Text
Mohabbat Shayari in Hindi English Text

Likhta Hun Jis K Liye Usay Khabar Tak Nahi
Parhty Hein Wo Loog Jo Mujhe Janty Tak Nahi.

Adhuri-Mohabbat-Shayari-in-Hindi
Adhuri Mohabbat Shayari in Hindi

Mohabbat Ek Qaid Hai Us Qaid K Aadi Na Ho Jana
K Salakhein Tut Be Jaein To Rehai Mar Deti Hai.

Pehli-Mohabbat-Shayari-in-Hindi
Pehli Mohabbat Shayari in Hindi

Ye Lazim To Nahi Tujhe Ankhon Se Dakhun
Teri Yaad Ka Ana Tere Dedar Se Kam To Nahi.

Mohabbat-Sad-Shayari-in-Hindi
Mohabbat Sad Shayari in Hindi

Khamosh Hai Gaon Teri Hijrat K He Din Se
Peeron Pa Parindy Be Tere Baad Na Boly.

Mohabbat Shayari in Hindi 2 Lines

Heading 2026 01 24T184711.138

Main Kia Karun Us Baagh Ka
Jis Mein Mera Pasandida Phool He Na Ho.

Heading 2026 01 24T184955.400

Ye Chahe Ki Be Hurmati Hai
Mohabbaton Ko Azmana Hai To Hathon Par Tezab Dal Kar Azmana.

Heading 2026 01 24T185107.092

Tumne To Kaha Tha Har Sham Tera Haal Pucha Karein Gy
Tum Badal Gay Ho Ya Tumare Shehr Mein Sham Nahi Hoti.

Heading 2026 01 24T185152.203

Jane Waly Or Kehne Waly Ko Kia Khabr
K Rehne Waly Or Sehnne Waly Par Kia Guzarti Hai.

Heading 2026 01 24T185331.037

Warna Kia Kuch Na Muyasar Tha Tere Baad Mujhe
Maine Dakhi He Nahi Ankh Utha Kar Dunia.

Heading 2026 01 24T185453.090

Zahir Nahi Kar Sakty Hum Apni Udasiyan
Gham Itne Hein K Hanste Hanste Ro Pare.

Mohabbat ki Shayari in Hindi

Heading 2026 01 24T201742.799

Meri Kitabon Mein Mehkaty Howe Gulab Se Yaad Ho Tum
Meri Tanhai K Andehre Asmano Ka Aklota Chand Ho Tum.

Heading 2026 01 24T201926.034

Ishq Le Aya Tha Tere Paon Talak
Sitam Jaiz Thy Magar Yun Zalil Na Karty.

Heading 2026 01 24T202028.670

Aisa Nahi K Tere Siwa Koi Nazar Nahi Ata
Haqiqat Kisi Or Ko Dakhne Ki Hasrat Nahi Rahi.

Heading 2026 01 24T202148.209

Aisi Tasweer Bana Roty Howe Khush Be Lagon
Gham Ki Tarseel To Ho Magar Gham Ka Tamasha Na Bane.

Heading 2026 01 24T202341.844

Usko Dakh Leti Thi To Bhok Mit Jati Thi
Teri Ankhon Ka Rizq Tha Mere Yaar Ka Chehra.

Heading 2026 01 24T202444.184

Dil Na Umeed To Nahi Nakam He To Hai
Lambi Hai Gham Ki Sham Magar Sham He To Hai.

मोहब्बत पर दो लाइन शायरी क्या है?

रह-ए-आशिक़-ए-जवाँ को कहीं बेनिशाँ न कर दे .
जो बदल बदल के रस्ते मैं ये चल रहा हूँ अक्सर .
जो तेरा शबाब-ए-रंगीं मैं क़रीब आ के देखूँ .
तेरे हुस्न की अदाएँ तेरी ज़ुल्फ़ की घटाएँ .
तेरी शबनमी लटों से जो टपक रही हैं बूंदें .
सर-ए-महफ़िल-ए-वफ़ा ये उसे मुस्कुरा के तकना .
तेरी शबनमी लटों से जो टपक रही हैं बूंदें .

प्यार के लिए सबसे अच्छी लाइन क्या है?

प्यार के लिए सबसे अच्छी लाइन वो है जो दिल से निकले और आपके साथी के लिए आपकी सच्ची भावनाएं व्यक्त करे, जैसे “दुनिया के लिए तुम एक इंसान हो, लेकिन मेरे लिए तुम पूरी दुनिया हो”, या फिर “मुझे जीने का शौक नहीं, जीता हूँ तुम्हारा प्यार पाने को”। कुछ खूबसूरत लाइन्स में यह भी शामिल है, “इतना तो किसी ने तुम्हें चाहा भी नहीं होगा, जितना मैंने सिर्फ सोचा है तुम्हें” या “तमन्ना हो मिलने की तो बंद आँखों में भी नज़र आएंगे, महसूस करने की कोशिश कीजिए दूर होते हुए भी पास नज़र आएंगे”. 

मोहब्बत क्या है 2 लाइन?

मोहब्बत एक गहरा एहसास है जो ज़िंदगी को खूबसूरत बनाता है, यह सिर्फ शारीरिक आकर्षण नहीं बल्कि एक-दूसरे के प्रति गहरा स्नेह, देखभाल और मजबूत जुड़ाव है जो हर पल को खास बनाता है, चाहे वो अपनों से हो या प्रकृति से. यह एक अटूट रिश्ता है जिसमें इंसान खुद से ज़्यादा अपने प्रिय की खुशी देखता है और हर हाल में उसका साथ निभाता है.

Lover को प्यार से क्या बोले?

Love’ (प्यार) को प्यार से बुलाने के लिए कई प्यारे नाम हैं, जैसे जानू, जान, स्वीटी, हनी, बेबी, डार्लिंग, बाबू, शोना, प्रिंसेस, और ब्यू (Bae/Boo); आप अपने पार्टनर के नाम के शुरुआती अक्षर या उससे जुड़ा कोई मजेदार नाम भी चुन सकते हैं, जो रिश्ते में गहराई और अपनापन लाता है.

क्लासिक और आम नाम
जानू, जान: यह बहुत ही आम और प्यार भरा नाम है.
स्वीटी, स्वीटहार्ट: मीठे और प्यारे अहसास के लिए.
बेबी, बेब: यह भी काफी लोकप्रिय है.
डार्लिंग, लव: क्लासिक और हमेशा पसंद किए जाने वाले नाम.
बाबू, शोना: हिंदी/भारतीय रिश्तों में बहुत इस्तेमाल होते हैं.
ब्यू (Bae/Boo): ‘Before Anyone Else’ या बस एक प्यारा शब्द.
क्यूट और मज़ेदार नाम
हनी, हनी बनी: शहद की तरह मीठा.
प्रिंसेस, प्रिंस: अगर वे आपके लिए खास हैं.
पॉपी, डेज़ी, ट्यूलिप: फूलों से प्रेरित नाम.
बबल, बबल्स: चुलबुले और प्यारे पार्टनर के लिए.

लव 2 लाइन क्या है?

अपने प्रेमी के लिए अंग्रेजी में दो लाइन की प्रेम शायरी

मेरी एकमात्र इच्छा है कि तुम मुझे हर जन्म में मिलो । हर जन्म में तू मिले मेरी बस यही ख्वाहिश। तुमसे मिलने से पहले मेरी कोई इच्छा नहीं थी, लेकिन तुम्हें देखने के बाद मैं पूरी तरह से तुम्हारा हो गया।

Similar Posts

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *