100+ Heart Touching Dosti Shayari For True Friends

Dosti-Shayari

Friendship is one of the most beautiful bonds in life that brings happiness and support. A true friend makes every moment special and stays with us in every situation. This collection of Dosti Shayari shares heartfelt feelings of love care and trust between friends. Here you will find emotional and meaningful lines that match every friendship moment.

These shayari are written in a simple way so everyone can understand and feel them easily. If you are looking for Dosti Shayari in Hindi then this collection will help you express your true emotions with the right words. Celebrate the bond of friendship with these special thoughts.

Dosti Shayari

Dosti-Shayari-Attitude
Dosti Shayari Attitude

Kuch Yaar Dil Ki Aadat Ban Jate Hein
Phir Unki Kami Se Bhi Din Adhoore Lagte Hein.

कुछ यार दिल की आदत बन जाते हैं
फिर उनकी कमी से भी दिन अधूरे लगते हैं।

Dosti-Shayari-Attitude-for-Boy
Dosti Shayari Attitude for Boy

Har Muskurahat K Peeche Ek Kahani Hoti Hai
Achha Dost Mile To Zindagi Aasani Hoti Hai.

हर मुस्कुराहट के पीछे एक कहानी होती है
अच्छा दोस्त मिले तो ज़िंदगी आसान होती है।

Dosti-Shayari-Love
Dosti Shayari Love

Purani Yaadon Mein Kuch Chehre Bas Jate Hein
Waqat Guzar Jaye Phir Bhi Yaad Aate Hein.

पुरानी यादों में कुछ चेहरे बस जाते हैं
वक़्त गुज़र जाए फिर भी याद आते हैं।

Dosti-Shayari-2-Line
Dosti Shayari 2 Line

Or Humne Be Zindagi Mein Kuch
Kamaya Hai Ek Heery Ko Yaar Banaya Hai.

और हमने भी ज़िंदगी में कुछ
कमाया है एक हीरे को यार बनाया है।

Dosti-Shayari-2-Line-English
Dosti Shayari 2 Line English

Dosti mein na koi shart hoti hai na hisaab hota hai
Bas ek sachha dil aur pyara sa ehsaas hota hai.

दोस्ती में न कोई शर्त होती है न हिसाब होता है
बस एक सच्चा दिल और प्यारा सा एहसास होता है।

Dosti-Shayari-2-Line-Attitude
Dosti Shayari 2 Line Attitude

Hazaron chehre mile is duniya ke mele mein
Magar dost wahi khaas raha jo khara utara har jhele mein.

हज़ारों चेहरे मिले इस दुनिया के मेले में
मगर दोस्त वही खास रहा जो खरा उतरा हर झेले में।

Dosti-Shayari-in-Hindi
Dosti Shayari in Hindi

Muskurahat ka sabab aksar dost ban jate hain
Khamosh dil ki awaaz bhi wo samajh jate hain.

मुस्कुराहट का सबब अक्सर दोस्त बन जाते हैं
खामोश दिल की आवाज़ भी वो समझ जाते हैं।

Dosti Shayari in Hindi

Jigri-Dost-Shayari
Jigri Dost Shayari

Zindagi Ki Raahon Mein Log Milte Rehte Hein
Magar Kuch Yaar Dil Mein Bas Jate Hein.

ज़िंदगी की राहों में लोग मिलते रहते हैं
मगर कुछ यार दिल में बस जाते हैं।

Best-Friend-Shayari-in-Hindi
Best Friend Shayari in Hindi

Dosti Ki Asli Pehchan Waqat Par Hoti Hai
Kaun Saath Khara Hai Bas Yehi Baat Hoti Hai.

दोस्ती की असली पहचान वक़्त पर होती है
कौन साथ खड़ा है बस यही बात होती है।

सच्ची-दोस्ती-शायरी
सच्ची दोस्ती शायरी

Logon Ka Chand Hoti Hun Gi Larkiyan
Mera Chand To Mera Jigari Yaar Hai.

लोगों का चाँद होती होंगी लड़कियाँ
मेरा चाँद तो मेरा जिगरी यार है।

Dosti-Quotes-in-Hindi
Dosti Quotes in Hindi

Sacha dost wo nahi jo sirf khushi mein yaad aaye
Sacha dost wo hai jo dard mein bhi paas aaye.

सच्चा दोस्त वो नहीं जो सिर्फ़ खुशी में याद आए
सच्चा दोस्त वो है जो दर्द में भी पास आए।

Dosti-Love-Shayari
Dosti Love Shayari

Duniya se milne ka andaaz alag hota hai
Ek dost ka hona zindagi ka sabse khoobsurat tohfa hota hai.

दुनिया से मिलने का अंदाज़ अलग होता है
एक दोस्त का होना ज़िंदगी का सबसे खूबसूरत तोहफ़ा होता है।

Love-Dosti-Shayari
Love Dosti Shayari

Kabhi Kabhi Ek Choti Si Baat Kafi Hoti Hai
Dost Ki Muskurahat Mein Bhi Ek Dua Hoti Hai.

कभी कभी एक छोटी सी बात काफ़ी होती है
दोस्त की मुस्कुराहट में भी एक दुआ होती है।

Dosti-Shayari-Marathi
Dosti Shayari Marathi

Kuch log zindagi mein dua ban kar aate hain
Aur dost ban kar hamesha yaad reh jate hain.

कुछ लोग ज़िंदगी में दुआ बन कर आते हैं
और दोस्त बन कर हमेशा याद रह जाते हैं।

Dosti Shayari 2 Line

Dosti-Shayari-2-Line-Attitude-in-Hindi
Dosti Shayari 2 Line Attitude in Hindi

Na daulat ka ghamand na shohrat ka nasha chahiye
Mujhe bas sachhe doston ka rishta chahiye.

ना दौलत का घमंड ना शोहरत का नशा चाहिए
मुझे बस सच्चे दोस्तों का रिश्ता चाहिए।

Dosti-Shayari-2-Line-English
Dosti Shayari 2 Line English

Jin ke saath hansne ke liye wajah nahi chahiye
Aise doston ko kabhi khone ki dua nahi chahiye.

जिनके साथ हँसने के लिए वजह नहीं चाहिए
ऐसे दोस्तों को कभी खोने की दुआ नहीं चाहिए।

Jigri-Yaar-Dosti-Shayari-2-Line
Jigri Yaar Dosti Shayari 2 Line

Taly Ki Tarhan Wafadar Rehna Aye Dost
Wo Tut To Jata Hai Magar Lekin Apni Chabi Nahi Badalta.

ताले की तरह वफ़ादार रहना ऐ दोस्त
वो टूट तो जाता है मगर लेकिन अपनी चाबी नहीं बदलता।

Dosti-Shayari-2-Line-for-Girl
Dosti Shayari 2 Line for Girl

Dosti ka rang kabhi feeka nahi padta
Agar dil saaf ho to rishta kabhi nahi tootta.

दोस्ती का रंग कभी फीका नहीं पड़ता
अगर दिल साफ़ हो तो रिश्ता कभी नहीं टूटता।

Jigri-Dost-Shayari
Jigri Dost Shayari

Kuch dosti lafzon ki mohtaj nahi hoti
Bas ek ehsaas hota hai aur baat puri hoti.

कुछ दोस्ती लफ़्ज़ों की मोहताज नहीं होती
बस एक एहसास होता है और बात पूरी होती।

Dosti-Shayari-2-Line-Hindi-Love
Dosti Shayari 2 Line Hindi Love

Safar chhota ho ya zindagi ka lamba raasta
Achhe dost bana dete hain har pal ko khaas zyada.

सफ़र छोटा हो या ज़िंदगी का लंबा रास्ता
अच्छे दोस्त बना देते हैं हर पल को खास ज़्यादा।

Dosti-Shayari-Attitude
Dosti Shayari Attitude

Har kisi ko apna kehna aadat nahi meri
Jo apne ban jayein unki qadar hai meri.

हर किसी को अपना कहना आदत नहीं मेरी
जो अपने बन जाएँ उनकी क़दर है मेरी।

Damdar Dosti Shayari

Dosti-Shayari-2-Line-for-Boys
Dosti Shayari 2 Line for Boys

Dost wo nahi jo bheed mein pehchan banaye
Dost wo hai jo tanhai mein himmat ban jaye.

दोस्त वो नहीं जो भीड़ में पहचान बनाए
दोस्त वो है जो तन्हाई में हिम्मत बन जाए।

Dosti-Shayari-2-Line-Attitude-in-Hindi
Dosti Shayari 2 Line Attitude in Hindi

Dosti Ki Khushboo Waqat Se Kam Nahi Hoti
Sachhe Rishton Ki Chamak Kabhi Dhundhli Nahi Hoti.

दोस्ती की खुशबू वक़्त से कम नहीं होती
सच्चे रिश्तों की चमक कभी धुंधली नहीं होती।

Sad-Dosti-Shayari-2-Line
Sad Dosti Shayari 2 Line

Dushmano Ki Bheed Mein Ek Dost Ka Sath Kafi Hai
Mushkilon K Samne Khare Rehne Ko Bas Ek Vishwas Kafi Hai.

दुश्मनों की भीड़ में एक दोस्त का साथ काफ़ी है
मुश्किलों के सामने खड़े रहने को बस एक विश्वास काफ़ी है।

School-Dosti-Shayari-2-Line-English
School Dosti Shayari 2 Line English

Sab Kuch Chor Sakta Hun Life Mein
Par Tere Jaisa Yaar Nahi Meri Jaan K Totay.

सब कुछ छोड़ सकता हूँ लाइफ़ में
पर तेरे जैसा यार नहीं मेरी जान के टोटे।

Dosti-Attitude-Shayari-2-Line-Gujarati
Dosti Attitude Shayari 2 Line Gujarati

Hamari Yaari Ka Andaaz Zamane Se Alag Hai
Kam Log Hein Magar Har Ek Dil K Kareeb Hai.

हमारी यारी का अंदाज़ ज़माने से अलग है
कम लोग हैं मगर हर एक दिल के क़रीब है।

Dosti-Yaari-Shayari-2-Line
Dosti Yaari Shayari 2 Line

Waqat Ne Bohat Chehre Dikhaye Hein Zindagi K Safar Mein
Magar Kuch Dost Aaj Bhi Khare Hein Usi Asar Mein.

वक़्त ने बहुत चेहरे दिखाए हैं ज़िंदगी के सफ़र में
मगर कुछ दोस्त आज भी खड़े हैं उसी असर में।

LovemeShayari. 2026 07 02T123144.633

Hamari Dosti Ka Andaz Thora Alag Hai Janab
Doori Chahe Jitni Ho Dil Mein Rehta Hai Hisaab.

हमारी दोस्ती का अंदाज़ थोड़ा अलग है जनाब
दूरी चाहे जितनी हो दिल में रहता है हिसाब।

LovemeShayari. 2026 07 02T123538.679

Dost Kam Hein Magar Har Ek Lajawab Hai
Meri Zindagi Mein Yehi Chote Se Rishte Bemisal Hein.

दोस्त कम हैं मगर हर एक लाजवाब है
मेरी ज़िंदगी में यही छोटे से रिश्ते बेमिसाल हैं।

Dosti Par Shayari

LovemeShayari. 2026 07 02T131812.437

Kismat Walon Ko Milta Hai Yaaron Ka Pyar
Warna Har Muskurahat Ke Peeche Nahi Hota Koi Yaar.

क़िस्मत वालों को मिलता है यारों का प्यार
वरना हर मुस्कुराहट के पीछे नहीं होता कोई यार।

LovemeShayari. 2026 07 02T131857.734

Kuch Dost Zindagi Mein Sukoon Ban Kar Aate Hein
Bina Kisi Wajah Ke Chehre Par Muskurahat Laate Hein.

कुछ दोस्त ज़िंदगी में सुकून बन कर आते हैं
बिना किसी वजह के चेहरे पर मुस्कुराहट लाते हैं।

LovemeShayari. 2026 07 02T132045.395

Dosti Ka Asal Matlab Waqat Batata Hai
Kaun Apna Hai Ye Mushkil Mein Samajh Aata Hai.

दोस्ती का असल मतलब वक़्त बताता है
कौन अपना है ये मुश्किल में समझ आता है।

LovemeShayari. 2026 07 02T132224.692

Har Baat Kehna Zaroori Nahi Hota Doston Se
Kuch Ehsaas Samajh Jate Hein Sirf Khamoshiyon Se.

हर बात कहना ज़रूरी नहीं होता दोस्तों से
कुछ एहसास समझ जाते हैं सिर्फ़ ख़ामोशियों से।

LovemeShayari. 2026 07 02T132429.640

Dosti Wo Saya Hai Jo Dhoop Mein Sath Rehta Hai
Sachha Dost Door Ho Kar Bhi Dil K Paas Rehta Hai.

दोस्ती वो साया है जो धूप में साथ रहता है
सच्चा दोस्त दूर होकर भी दिल के पास रहता है।

Dosti-Shayari-2-Line-English
Dosti Shayari 2 Line English

Silsala Ishq Mein
Hum Mureed Sirf Apne Jigari Yaar K Hein.

सिलसिला इश्क़ में
हम मुरीद सिर्फ़ अपने जिगरी यार के हैं।

Dosti-Shayari-2-Line-Attitude
Dosti Shayari 2 Line Attitude

Likhun To Lafaz Ho Tum
Sochun To Khayal Ho Tum
Mangun To Dua Ho Tum
Sach Kahun To Meri Jaan Ho Tum.

लिखूँ तो लफ़्ज़ हो तुम
सोचूँ तो ख़याल हो तुम
मांगूँ तो दुआ हो तुम
सच कहूँ तो मेरी जान हो तुम।

Friendship Dosti Shayari

Friendship-Dosti-Shayari-for-Girl
Friendship Dosti Shayari for Girl

Ek Achhe Dost Ki Maujoodgi Kaafi Hoti Hai
Choti Si Khushi Bhi Phir Khaas Lagti Hai.

एक अच्छे दोस्त की मौजूदगी काफ़ी होती है
छोटी सी खुशी भी फिर ख़ास लगती है।

Dosti-Shayari-2-Line
Dosti Shayari 2 Line

Na Roz Milna Zaroori Hai Na Har Baat Kehna
Sache Dost Ke Liye Kaafi Hai Dil Se Jude Rehna.

ना रोज़ मिलना ज़रूरी है ना हर बात कहना
सच्चे दोस्त के लिए काफ़ी है दिल से जुड़े रहना।

Friendship-Dosti-Shayari-English
Friendship Dosti Shayari English

Yaaron Ki Mehfil Mein Alag He Sukoon Milta Hai
Har Gham Ka Bojh Wahan Thora Kam Lagta Hai.

यारों की महफ़िल में अलग ही सुकून मिलता है
हर ग़म का बोझ वहाँ थोड़ा कम लगता है।

Heart-Touching-Friendship-Dosti-Shayari
Heart Touching Friendship Dosti Shayari

Kuch Yaariyan Waqat Ki Pehchan Ban Jati Hein
Choti Choti Baatein Bhi Yaadgar Ban Jati Hein.

कुछ यारियाँ वक़्त की पहचान बन जाती हैं
छोटी छोटी बातें भी यादगार बन जाती हैं।

Trust-Friendship-Dosti-Shayari-2-Line-English
Trust Friendship Dosti Shayari 2 Line English

Purane Yaaron Ki Baat He Kuch Aur Hoti Hai
Yaadon Mein Unki Ek Alag Duniya Hoti Hai.

पुराने यारों की बात ही कुछ और होती है
यादों में उनकी एक अलग दुनिया होती है।

Friendship-Quotes-Dosti-Shayari
Friendship Quotes Dosti Shayari

Jani Tu Chand Ka Tukra Nahi Balky Pura Chand Hai
Or Pagal Tu Dost Nahi Tu To Meri Jaan Hai.

जानी तू चाँद का टुकड़ा नहीं बल्कि पूरा चाँद है
और पागल तू दोस्त नहीं तू तो मेरी जान है।

Love-Dosti-Shayari-for-Girlfriend
Love Dosti Shayari for Girlfriend

Or Phir Ye Chand
Mere Jigari Yaar Jaisa Haseen Kahan.

और फिर ये चाँद
मेरे जिगरी यार जैसा हसीन कहाँ।

Attitude Dosti Shayari

Dosti-Me-Dhoka-Shayari-in-Hindi
Dosti Me Dhoka Shayari in Hindi

Humari Yaari Ka Usool Aaj Bhi Wahi Purana Hai
Apne K Liye Khare Rehna Bas Yehi Bahana Hai.

हमारी यारी का उसूल आज भी वही पुराना है
अपने के लिए खड़े रहना बस यही बहाना है।

Dosti-Wali-Shayari-in-Hindi
Dosti Wali Shayari in Hindi

Hamari Yaari Ka Andaaz Sab Se Juda Hai
Kam Log Hein Magar Har Ek Dil Se Khara Hai.

हमारी यारी का अंदाज़ सब से जुदा है
कम लोग हैं मगर हर एक दिल से खरा है।

Dosti-Best-Shayari-in-Hindi
Dosti Best Shayari in Hindi

Dosti Mein Naam Nahi Rutba Dekha Jata Hai
Yaar Wo Hai Jo Waqat Par Saath Nibhata Hai.

दोस्ती में नाम नहीं रुतबा देखा जाता है
यार वो है जो वक़्त पर साथ निभाता है।

Love-Dosti-Shayari-in-Hindi
Love Dosti Shayari in Hindi

Humari Mehfil Mein Jagah Har Kisi Ko Nahi Milti
Jo Khaas Ban Jaye Uski Kadar Kabhi Kam Nahi Hoti.

हमारी महफ़िल में जगह हर किसी को नहीं मिलती
जो ख़ास बन जाए उसकी क़दर कभी कम नहीं होती।

Dosti-Love-Shayari-in-Hindi
Dosti Love Shayari in Hindi

Dushmani Se Zyada Humein Dosti Par Naaz Hai
Kyun Ke Apne Yaaron Par Humein Pura Bharosa Hai.

दुश्मनी से ज़्यादा हमें दोस्ती पर नाज़ है
क्योंकि अपने यारों पर हमें पूरा भरोसा है।

Purani-Dosti-Shayari-in-Hindi
Purani Dosti Shayari in Hindi

Hum Badalte Nahi Mausam Ki Tarhan Janab
Bas Log Pehchan Lete Hein Apni Apni Aukaat.

हम बदलते नहीं मौसम की तरह जनाब
बस लोग पहचान लेते हैं अपनी अपनी औकात।

Sachi-Dosti-Shayari-in-Hindi
Sachi Dosti Shayari in Hindi

Jab Dost Dilse Mukhlis Ho
To Zindagi Jannat Lagti Hai.

जब दोस्त दिल से मुख़लिस हो
तो ज़िंदगी जन्नत लगती है।

Dosti Sad Shayari

Girl-Dosti-Shayari-in-Hindi-English
Girl Dosti Shayari in Hindi English

Har Chehra Hamesha Ek Jaisa Nahi Rehta
Kuch Log Mil Kar Bhi Saath Nahi Rehte.

हर चेहरा हमेशा एक जैसा नहीं रहता
कुछ लोग मिलकर भी साथ नहीं रहते।

Dosti-Shayari-in-Hindi-with-Emoji
Dosti Shayari in Hindi with Emoji

Sabse Zyada Dard Tab Hota Hai
Jab Apna Koi Ajnabi Sa Lagta Hai.

सबसे ज़्यादा दर्द तब होता है
जब अपना कोई अजनबी सा लगता है।

Dosti-Shayari-in-Hindi-2-Line-Attitude
Dosti Shayari in Hindi 2 Line Attitude

Agar Wo Mera Hazar Bar Be Dil Dil Tore
To Phir Be Wo Mera Jigari Yaar He Rahe Ga.

अगर वो मेरा हज़ार बार भी दिल दिल तोड़े
तो फिर भी वो मेरा जिगरी यार ही रहेगा।

Dosti-Shayari-in-Hindi-Copy-Paste
Dosti Shayari in Hindi Copy Paste

Humne Toh Har Rishta Dil Se Nibhaya Tha
Magar Kuch Logon Ne Matlab Se Yaad Kiya Tha.

हमने तो हर रिश्ता दिल से निभाया था
मगर कुछ लोगों ने मतलब से याद किया था।

Dosti-Shayari-in-Hindi-Text
Dosti Shayari in Hindi Text

Kuch Yaadein Aaj Bhi Muskurane Nahi Deti
Wo Dost Jo Ab Pehle Jaise Nazar Nahi Aate.

कुछ यादें आज भी मुस्कुराने नहीं देती
वो दोस्त जो अब पहले जैसे नज़र नहीं आते।

सच्ची-दोस्ती-शायरी
सच्ची दोस्ती शायरी

Kabhi Jinke Sath Har Pal Hansi Thi
Aaj Unhi Se Baat Karne Ko Taras Gaye.

कभी जिनके साथ हर पल हँसी थी
आज उन्हीं से बात करने को तरस गए।

Best-Friend-Shayari-in-Hindi
Best Friend Shayari in Hindi

Dosti Tootne Ki Awaaz Nahi Hoti
Bas Dil Mein Ek Khamoshi Reh Jati Hai.

दोस्ती टूटने की आवाज़ नहीं होती
बस दिल में एक खामोशी रह जाती है।

For More Visit: Lovemeshayari

सुंदर 2 लाइन की शायरी क्या है?

सुंदर 2 लाइन की शायरी शब्दों का वह खूबसूरत संकलन है, जो दिल की बात कम से कम शब्दों में सीधे गहराई तक पहुंचा देती है। यहाँ विभिन्न विषयों (प्यार, जिंदगी और मुस्कान) पर कुछ बेहतरीन और सदाबहार शेर दिए गए हैं: 

दोस्ती के लिए एक सुंदर बोली क्या है?

एक मित्र को प्रकृति की सबसे बड़ी कृति माना जा सकता है ।” “इस धरती पर सच्ची मित्रता से बढ़कर कोई अनमोल वस्तु नहीं है।” “एक मित्र वह होता है जो आपके बारे में सब कुछ जानता है और फिर भी आपसे प्यार करता है।

दोस्ती पर लाइन को हिंदी में क्या कहते हैं?

तेरी दोस्ती मेरी ज़िन्दगी की सबसे बड़ी तसल्ली है । तू हँसे तो लगता है, सब सही है। जो बिना कहे समझ ले, वही तो असली है यार। तू साथ हो, तो हर हार भी मिले।

Similar Posts

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *