Best 50+ Heart Touching Bewafa Shayari Hindi | Painful Love

Bewafa-Shayari-Hindi

Love hurts the most when someone you trust changes completely. A broken heart stays silent but the pain never goes away. This collection of Bewafa Shayari Hindi is made for people who have felt sadness in love and pain in relationships. Here you will read heart touching lines sad love shayari and emotional words that match real feelings.

Every shayari is simple meaningful and easy to connect with. If you are feeling alone after betrayal or heartbreak these lines will express what your heart wants to say. You can also share these shayari as WhatsApp status Instagram captions or with someone special who once meant everything to you.

Bewafa Shayari Hindi

Bewafa-Shayari-Hindi-Text-Attitude
Bewafa Shayari Hindi Text Attitude

Usk Lehja Se Mujhe Bas Ye Maloom Howa
Usay Dushwar Lagta Hai Ab Mujhse Taluq Rakhna.💔

उसके लहजे से मुझे बस ये मालूम हुआ
उसे दुश्वार लगता है अब मुझसे ताल्लुक रखना।

Bewafa-Shayari-Hindi-Love
Bewafa Shayari Hindi Love

Tumhein To Dil Mein Raakha Tha
Zara Sa Dil He Rakh Lety.💔

तुम्हें तो दिल में रखा था
ज़रा सा दिल ही रख लेते।

Bewafa-Shayari-Hindi-English
Bewafa Shayari Hindi English

Humne Badal Liya Andaz e Mohabbat
Yaad To Har Pal Karty Hein Par Tang Karna Chor Diya.💔

हमने बदल लिया अंदाज़ ए मोहब्बत
याद तो हर पल करते हैं पर तंग करना छोड़ दिया।

Bewafa-Shayari-Hindi-for-Girl
Bewafa Shayari Hindi for Girl

Tere Badal Janne Ka Dukh Nahi Mujhe
Mein Apne Yaqeen Par Sharminda Hun.💔

तेरे बदल जाने का दुख नहीं मुझे
मैं अपने यक़ीन पर शर्मिंदा हूँ।

Bewafa-Shayari-Urdu-in-Hindi
Bewafa Shayari Urdu in Hindi

Khamoshi Tum Samjho Gay Nahi
Or Biyan Humse Hoga Nahi.💔

ख़ामोशी तुम समझोगे नहीं
और बयां हमसे होगा नहीं।

Hindi Shayari Bewafa Sanam

Bewafa-Shayari-Hindi-Attitude
Bewafa Shayari Hindi Attitude

Kitna Muushkil Hai Manana Us Insan Ko
Jo Rutha Be Na Ho Or Baat Be Na Kare.💔

कितना मुश्किल है मनाना उस इंसान को
जो रूठा भी ना हो और बात भी ना करे।

Bewafa-Shayari-Hindi-Text-English
Bewafa Shayari Hindi Text English

Aaj Khud Ko Itna Tanha Mehsus Kiya
Jaise Log Dafna K Chor Gaye Hun.💔

आज खुद को इतना तन्हा महसूस किया
जैसे लोग दफना के छोड़ गए हों।

Bewafa-Shayari-Hindi-2-Line
Bewafa Shayari Hindi 2 Line

Mere Paas Khamoshi K Siwa Koi Hal Nahi
Mein Baat Karti Hun To Baat Bigar Jati Hai.💔

मेरे पास खामोशी के सिवा कोई हल नहीं
मैं बात करती हूँ तो बात बिगड़ जाती है।

Bewafa-Shayari-Hindi-Copy-Paste
Bewafa Shayari Hindi Copy Paste

Taluq Khatam Karne Ka Akhtiar Tha Usay
Par Wo Jo Bana Raha Tha Wo Bahane Ajeeb Thy.💔

ताल्लुक खत्म करने का अख्तियार था उसे
पर वो जो बना रहा था वो बहाने अजीब थे।

Bewafa-Shayari-Hindi-Copy
Bewafa Shayari Hindi Copy

Mohabbat Karty Ho To Adaab e Wafa Be Sikho
Fariq Waqat Ki Be Qarari Ko Mohaabbat Nahi Kehty.💔

मोहब्बत करते हो तो आदाब ए वफ़ा भी सीखो
फ़ारिग वक़्त की बेकरारी को मोहब्बत नहीं कहते।

Bewafa Shayari in Hindi for Love

Sad-Bewafa-Shayari-Hindi
Sad Bewafa Shayari Hindi

Jaisa Behtr Lagy Wese He Samjh Lena
Ye Meri Be Basi K Akhri Alfaz Thy.🥀

जैसा बेहतर लगे वैसे ही समझ लेना
ये मेरी बेबसी के आख़िरी अल्फ़ाज़ थे।

Dosti-Bewafa-Shayari-Hindi
Dosti Bewafa Shayari Hindi

Kabhi Kabhi Hum Wo Be Kho Dety Hein
Jisay Hum Bary Haq Se Kehty Hein K Ye Mera Hai.🥀

कभी कभी हम वो भी खो देते हैं
जिसे हम बड़े हक़ से कहते हैं कि ये मेरा है।

Ladki-Bewafa-Shayari-Hindi
Ladki Bewafa Shayari Hindi

Somp Di Jati Hai Jab Kisi Ek Ko Dil Ki Saltanat
Phir Kisi Dusre Ko Takht e Dil Ka Taj Pehnaya Nahi Jata.🥀

सौंप दी जाती है जब किसी एक को दिल की सल्तनत
फिर किसी दूसरे को तख़्त ए दिल का ताज पहनाया नहीं जाता।

Dard-Bhari-Bewafa-Shayari-Hindi
Dard Bhari Bewafa Shayari Hindi

Ye Hosla He Bohat Hai Dil Ko
K Usk Naam K 2 Haroof Mere Naam Mein Hein.🥀

ये हौसला ही बहुत है दिल को
कि उसके नाम के 2 हरूफ़ मेरे नाम में हैं।

Ek-Bewafa-Shayari-Hindi
Ek Bewafa Shayari Hindi

Ishq Iman Ki Tarhan Hota Hai
Or Iman Har Kisi Py Laya Nahi Jata.🥀

इश्क़ ईमान की तरह होता है
और ईमान हर किसी पर लाया नहीं जाता।

Bewafa Shayari 2 Line Hindi

Do-Line-Bewafa-Shayari-Hindi
Do Line Bewafa Shayari Hindi

Mere Sakoon Ki Ibteda Se Le Kar
Meri Aziyat Ki Akhri Hadh Ho Tum.🖤

मेरे सुकून की इब्तिदा से ले कर
मेरी अज़ीयत की आख़िरी हद हो तुम।

Bewafai-Shayari-Hindi
Bewafai Shayari Hindi

Teri Ankhon Ki Kashish Kese Tumhein Samjhaon
In Charagon Ne Meri Neend Urah Rakhi Hai.🖤

तेरी आँखों की कशिश कैसे तुम्हें समझाऊँ
इन चरागों ने मेरी नींद उड़ा रखी है।

Bewafa-Ladki-Shayari-Hindi
Bewafa Ladki Shayari Hindi

Talab Itni K Dil o Jaan Mein Basa Lun Tumko
Naseeb Aise K Didar Be Muyasar Nahi Tera.🖤

तलब इतनी कि दिल ओ जान में बसा लूँ तुमको
नसीब ऐसे कि दीदार भी मयस्सर नहीं तेरा।

Bewafa-Sad-Shayari-Hindi
Bewafa Sad Shayari Hindi

Tum Kahan Ho Mere Paas To Ao
Mein Kahan Hun Mujhe Pata To Chaly.🖤

तुम कहाँ हो मेरे पास तो आओ
मैं कहाँ हूँ मुझे पता तो चले।

Bewafa-Sanam-Shayari-Hindi
Bewafa Sanam Shayari Hindi

Apni Nigahon Ko Ek Chehre Ka Paband Rakho
Har Surat Py Mar Jana Toheen e Wafa Hoti Hai.🖤

अपनी निगाहों को एक चेहरे का पाबंद रखो
हर सूरत पे मर जाना तौहीन ए वफ़ा होती है।

Bewafa Wife Shayari in Hindi

Bewafa-ke-Liye-Shayari-Hindi
Bewafa ke Liye Shayari Hindi

Pasandida Shaks Mein Shafa Hoti Hai Jis Ko Faqat
Dakh Lene Se Be Chain Dil Ko Sakoon Mil Jata Hai.😞

पसंदीदा शख्स में शफ़ा होती है जिस को फ़क़त
देख लेने से बेचैन दिल को सुकून मिल जाता है।

Bewafa-Dost-Shayari-Hindi
Bewafa Dost Shayari Hindi

Qasam Le Lo Ek Pal Be Ghafil Nahi Teri Yaad Se
Ye Or Baat Hai K Hum Sare Aam Pukara Nahi Karty.😞

कसम ले लो एक पल भी गाफ़िल नहीं तेरी याद से
ये और बात है कि हम सरेआम पुकारा नहीं करते।

Bewafa-Girl-Shayari-Hindi
Bewafa Girl Shayari Hindi

Muskurahat Dakh Kar Unki Hum Hosh Gawan Bathy
Hum Hosh Mein Ane Ko Thy Wo Phir Muskura Bathy.😞

मुस्कुराहट देख कर उनकी हम होश गँवा बैठे
हम होश में आने को थे वो फिर मुस्कुरा बैठे।

Bewafa-Wife-Shayari-Hindi
Bewafa Wife Shayari Hindi

Alfaz Mein Kahan Aati Hai Kefiyat Dil Ki
Mehsus Jo Hota Hai Bataya Nahi Jata.😞

अल्फ़ाज़ में कहाँ आती है कैफ़ियत दिल की
महसूस जो होता है बताया नहीं जाता।

Bewafa-Funny-Shayari-Hindi
Bewafa Funny Shayari Hindi

Mujhe To Pasand Thi Tumari Awaz
Or Tumne Rabta He Tor Diya.😞

मुझे तो पसंद थी तुम्हारी आवाज़
और तुमने राब्ता ही तोड़ दिया।

Bewafa Sad Shayari in Hindi

Bewafa-Shayari-Hindi-Urdu
Bewafa Shayari Hindi Urdu

Uski Ankhon Mein Rakhi Thi Barkatein Rab Ne
Us Haseen Shaks Se Wajib Tha Mohabbat Karna.💔

उसकी आँखों में रखी थी बरकतें रब ने
उस हसीन शख्स से वाजिब था मोहब्बत करना।

Bewafa-Shayari-Hindi-English
Bewafa Shayari Hindi English

Kuch Zakham Ankhon Mein Ansu Nahi
Roh Mein Khamoshi Chor Jaty Hein.💔

कुछ ज़ख्म आँखों में आँसू नहीं
रूह में ख़ामोशी छोड़ जाते हैं।

Bewafa-Sad-Shayari-in-Hindi-for-Girlfriend
Bewafa Sad Shayari in Hindi for Girlfriend

Bohat Gehre Hein Yun To Samandar Lekin
Uski Ankhon Ki Baat Apni Hai.💔

बहुत गहरे हैं यूँ तो समंदर लेकिन
उसकी आँखों की बात अपनी है।

Sad-Shayari-in-Hindi-for-Love-Bewafa-2-Line
Sad Shayari in Hindi for Love Bewafa 2 Line

Hum Jo Pehr Lein Nazrein Tumse
Kon Tumhein Itni Hasrat Se Dakhy Ga.💔

हम जो फेर लें नज़रें तुमसे
कौन तुम्हें इतनी हसरत से देखेगा।

Bewafa-Shayari-Urdu-in-Hindi-Love-Sad
Bewafa Shayari Urdu in Hindi Love Sad

Koi Nahi Hai Jo Teri Kami Ko Pura Kar Saky
Koi Nahi Jisko Mein Chaha Saku Teri Tarhan.💔

कोई नहीं है जो तेरी कमी को पूरा कर सके
कोई नहीं जिसको मैं चाहा सकूँ तेरी तरह।

Bewafa Shayari in Hindi for Girlfriend

Sad-Bewafa-Shayari-Urdu-in-Hindi
Sad Bewafa Shayari Urdu in Hindi

Dunia Mere Mizaj Se Alag Thi Bohat
Apna Ek Alag Jahan Basana Para Mujhe.🥀

दुनिया मेरे मिज़ाज से अलग थी बहुत
अपना एक अलग जहाँ बसाना पड़ा मुझे।

Bewafa-Sad-Quotes-in-Hindi
Bewafa Sad Quotes in Hindi

Bohat Qareeb Se Anjan Ban Kar Guzra Hai
Wo Jo Bohat Dhur Se Pehchan Liya Karta Tha.🥀

बहुत क़रीब से अंजान बन कर गुज़रा है
वो जो बहुत दूर से पहचान लिया करता था।

Sad-Shayar-in-Hindi-for-Girlfriend-Breakup
Sad Shayari in Hindi for Girlfriend Breakup

Mere Lafzon Ko Itni Shidat Se Na Parha Karo
Kuch Yaad Reh Gaya To Humein Bhool Nahi Pao Gy.🥀

मेरे लफ़्ज़ों को इतनी शिद्दत से न पढ़ा करो
कुछ याद रह गया तो हमें भूल नहीं पाओगे।

Sad-Shayari-in-Hindi-for-Girlfriend
Sad Shayari in Hindi for Girlfriend

Usay Ishq Kisi Or Se Tha
Mera Shidat Se Chahna Pasand Tha Usay.🥀

उसे इश्क़ किसी और से था
मेरा शिद्दत से चाहना पसंद था उसे।

Best-Bewafa-Shayari-in-Hindi-for-Girlfriend
Best Bewafa Shayari in Hindi for Girlfriend

Ye Sab Sahare Apni Jaga
Magar Teri Kami Dil Dukha Gai Mera.🥀

ये सब सहारे अपनी जगह
मगर तेरी कमी दिल दुखा गई मेरा।

For More Visit: Lovemeshayari

Similar Posts

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *